Ye Bhi Zindagi Hai
(Abdulaziz Syed Ali Shah, K.s.a Makkah )
Ek Larkay Ki Zindgy Pr Thora Sy
Tawaja Krtay Hai.
Is Larkay Ka Nam Aslam Hai .
Isnay Apni Zindgi K Guzray Kal Mein (Past) Mein Bhut Gribi Brdasht Ki. Ye Jab
9th Mein Tha To Iskay Abu Jaan Kam Nhi Kr Patay Thay. Us Din Say Is Larkay Nay
Faisla Kiya Ki Abu Jan Ki Jga Ab Mein Ghr Chalao Ga Mechanic Ka Beta Ho Mein
Electronics Say Kyo Dro Subha School Jata Or Sham Ko Kam Pr.Exam,Test K Doran
Kitabay Sath Layjata Or Whi Yaad Krta. Ye Such Hai K Us Ki Kbhi Class Mein Achi
Division Nhi Aai Laikin Nakam Bhi Nhi Hota Tha. Kya Zindgi Thi Bicharay Ki.
School, Kam, Phrai Phir Subha Ko School. Is Bicharay K Hatho Pr Chalay Prgain
Thay. Class Mein Usay English K Teacher Nikama,Parhai Chor,Nalayak Kehtay Thay
Sirif Passing Marks Jo Layta Tha.Second Year K Bad Usnay Halaat Ka Samna Kr K
L.L.B Graduation Ki.
Mechanic To Already Tha Or Sath Ek Adh Case Bhi Larr K Ghr Chalata .
Ab
Ab Jab Isnay Itni Mahnet Ki Laikin Khisay Koi Drwaza Khula Nhi Tha Or Is Nay SBR
Kiya Or Khuda Say Pur Umeed Tha
Khuda Nay Bhi Is K Liye Ab Saray Drwazay Khoal Diye Is Ky Ek Aadat Thi K Ye
DAIRY Likhta Tha Is K Ek Dost Nay Isay Mashwra Diya K Isko SHAYA Krwao Ky
Likhtay Ho Aap. Is Nay Dhyan Nhi Diya Is Pr Aaj Kal Krta Rha Time Nikal Rha Tha.
Lihaza Is K Dost Nay Is Ky DAIRY SHAYA Krwai Or BOOK Mein Badly.
Aaj Ye Larka 1 Cror Ka Malik Hai
Is Kay Nam Ki Pta Nhi Kitny Kitabay Likhy Gai Hai.
Aaj Ye
MUSANIF
SHAER
WRITER Hai .
...
Moral.
...........Always Face With Ur Problems Don't Think That U Have Fell Down Now
There Is No Hope, But There Is Always A Hope Try To Getup & Face To Ur Problems
And Always Blieve In GOD.