(Adnan Anwer, Lahore)
Zindge M Kbe Surooj Ki Mojudge K Bawajood Her Jage Andhera Nazar Ata Hai. Tb Isan Ko Us Surooj Ka Ahsaas Nai Hota Balky Usko Wo Andhera E Nazar Ata Hai. Mre Teacher Ne White Board Pe Black Pen Se Ek Dot Lgaya Or Pocha K Btao Ye Kia Hai To Me Bula K Ye Ek Black Spot Hai. Is Pe Unno Ne Kha K Tm Eek Chota Sa Dot To Nazar Agya Magar Afsoos K Tme Ye White Board Nazar Bai Aya…. Me Is Raat Yhe Sochta Rha K Me(Adi) Ise Wja Se Pareshaan Rhta Hoo. Me Sarf Ise Chez Ko Dkhna Chat Ho Jisko M Dkhta Ho. Or Un Sari Chezzoo Ko Ignore Kr Dta Hoo. Or Phr Khud E Pareshaan Ho Jata Hoo. M Khud E Ek Kahani Bnata Ho. Use Me Just –Ve Points Dkhta Ho. Or Khud Ko Khud Ko – Sign Bna Letaa Ho.. Tarikki Zndge Ka Ik Hissa Hai. Agr Ye Na O To.. Insaan Din Ki Roshanii Me Kahe Khoo Jai.. Q K Is Dunya Me Kch Ise Log Be Hai Jinko Tarkkki Me To Kia Din K Ujale Me B Kch Nazar Nai Ata. Us Raat M Tanha Tha,,Akela Tha,Koi 7 Dne Walaa Nai Tha. M Khud Ko Both Tanha Mahsoos Krha Tha. M ,Mre Tanhai Or Mre Ansou Mre Sathi Thy Jo Us Raat Ko Mre 7 Guzar Rhe Thy. Me Un Sb Ko Apne Dil Ki Dasta Sunta Rha. Kbe Wo Mje Apne Dastan Sunaty. Hmre Is Guftago Me Chaand B Shamil Hony Agya.. Chaand K Any Se ,Us Ki Baty Sunne Se,Both Himmat Mle. Usny Kha K Dkh Adi Bhai To Tarikki Ko Bura Khta Hai. M B To Ho Jo Is Tarrikii M Rhta Ho. Lakin Mre Majudge Me Log Ise Tarrikki Me Khud Pe Roshani Mahsso Krty Hai. To Apni Soch Ko Change Kr Adi Bhai Isa Na Ho K Is Dunya Me Oiht Peche Reh Jai. Is Tarrik Raat Me M Kb Nend Ki Agoosh Me Challaa Gya Mje Pta E Nai Lga.. Wo Raat Din Ka Ujale M Kb Change Hoi Mje Nai Maloom. BS RAB.E.KABBA SE DUA HAI K ISE TARH HMRE,MRE ,HUM SBKI MUSSKILE KHATAM HO JAI..INSHA ALLAH ,AMEN ,SUMMA AMEEN