Duniya ki Mohabat

(A.N Bajwa, Sialkot)

Mohabat Be Kitna Ajeeb Lafz Ha Na.Ya Ajj Kal Ki Young Youth Ki Kahas Bemari Ha..Lakin Problem Ya Ha K Humane Asali Mohabat Ka Nahi Pata.Duniya K Loog B Kitne Ajeeb Haan Chalate Pharte Mohabat Kaar Lyte Haan.Kia Ya Mohabat Ha Jo Aj Kaal K Universities Aur Colleges Mein Ho Rahe Haaa..Ajj Ki Mohabat Tu Bus In 3 Alfaz Mein Raah Gye Haaa App Se Shoru Hote Haa Aur Tu Pe Khtam..Shoru Mein Tu Pyare Bhari Batyeen Aur Phr Sath Sath Izaaat Aur Time K Sath Sath Trust Pada Karna....Kia Ya He Mohabat Ha.Aj Kaaal Ki Mohabat Tu Bus 1 Dafa Moskara K Ho Jate Ha Aur Haste Haste Khtam B.....Agar Humane Pata Chaal Jye K Kun Saab Se Zayda Es Duniya Mein Pyare Karta Ha Tu Hum Her Qasim Ki Mohabat Ko Bhool Jyun.......

Ek Dhuki Larki Jis Ki Yaa Mohabat Thy...Vo Boht Ache Aur Modern Larki Thy Na Kasi Se Baat Karte Apne Kaam Se Kaam.Her Koi Assignments K Bahane Os K Pass Jya Karta Tha Lakin Vo Bus Ahsta Se Muskara K Jawab Dye Datii..Heer Kasi Ki Os Pe Nazar..Apne Kaam Se Kaam..Study K Waqat Study...Her Koi Os Se Baat Karna Chahta Vo Saab Ka Boht Ache Tarke Se Jawab De Dati Thyy...Waqat Quzarta Gaya Halat Badlte Rahe..Waqat K Sath Sath Vo B Ahsta Ahsta Duniya K Rang Mein Rangti Ja Ri Thyyy...Khubsorat,,Naak,,Namzi Larki...Os Ko Dhk K Her Koi Ya He Sochta Tha K Es Door Mein Itne Masoon Larki Kahan Se Ae Gye...Shayad Kasi Ko Os Ki Nazar Laaag Gye Thy.Vo Apne Friends Mein He Rhte Thyy...Waqat Guzar Raha Tha Saab Kuch Theek Chaal Raha Thaa...

Achanak Un K Group Mein 1 Larka B Nazar Ane Laga.Vo Hmre Class Ka Acha Larka Talatha Koi Os K Bare Mein G Soch Nii Tha Rhkta..Waqat K Sath Sath Un Dono Ki Dosti Barte Ja Rii Thy.Her Kasi Ki Nazar Un Pe Thy..Saab Ya Khte Thy K Os Larka Ki Qismat Achi Ha K Itne Ache Larki Os Ko Mill Gye..Vo Dono Sath Sath Rhte Haste Khalte Muskarte Rhte Thy...Vo Larka Boht Os Se App App Kaar K Tamiz Se Baat Karta Tha.Saab Ya He Khte Thy K Vo Os Ki Boht Izaat Karta Haa...Lakin Hiqat Kuch Aur He Thy....

6 Month Taak Saab Kuch Theek He Ja Raha Tha Vo Dono Boht Khush Nazar Ate Thy...Ub Vo Itne Attach Ho Gye Thy K Ya Ap Se Baat 'Tum' Tak Ae Gye Thy...Un Ki Friendship Ache Ja Ri Thy Aur Ya B Suna Tha K Larka Ne Os Se Shadi Karne K Bare Mein B Kaah Dia Ha.....

University Mein Tu Heer Taraf Un Ki Mohabat Aur Shadi Ki He Baaat Hote Thy...Shayad Vo Chahre Boht Khubsorat Thy..Jo Saab Ko He Yaad Thyyy..Heeer Koi Un K Bare Mein Baat Karna Pasand Karta Tha...Din Ba Din Larki Ki Ahkun Mein Mohabat Zayda Nazar Arhe Thyyy.Vo Os K Bare Mein Sochte Aur Apne Dostun Se Baaat Karte Thy..Es Lagta Tha K Bus Un Ki Shadi Ho He Jye Giii.....

1 Din Es Tarhan Saab Dost Batun Batun Mein Mazaq Kar Rahe Thy..Saab Ek Dosre Ko Tanag Kaar Rahe Thy...Bus Mazaq Ki Shidaat Thori Zayda Ho Gye.Os Larkay Ne Os Larki Ko Koi Mazaq Mein Ajeeb Baat Kaah Di Aur Larkay Ko Boht Burii Lagiiii....

Phr Vo He Hova Jo Na Kasi Ne Kabi Socha Tha Aur Saab Socha Gunha He Samachte Thyy...3 Saal K Baad Os Mohabat Ne Apne Okaat Dhka Dii.Os Mohabat Ne Jis K Bare Mein Heer Koi Ya Khta Tha K Ya Sachi Mohabat Ha..Koi Un Donu Ko Galat Baat Karna Pasanad He Nii Karta Tha..Lakin Kasi Ne Kabi Nahi Ya Socha Tha K Esa Be Ho Gaaa...Os Larkay Ne Os Ko Sachi Mohabat Dhka Dii Aur Baat Ab 'Ap Se Tum Aur Tum Se Tu' Taak Ae Gye Thy..Os Ne Kaha K Tum Apne Okaat Mein Rahu..Apne App Ko Samchti Kia Ho Mere Jaaan Choru Ajj ..Aur Tum Jasi Larki Se Koi Pagal He Shadi Karay Ga,,Apne Dostun Ko Kaah K Aj Kaal Ki Larkiyan Tu Jaan He Ni Chorte Bus Lift He Chahye En Ko Thori Lift Kia Karva Dyn Pechye He Paar Jati Haan....Mere Life Se Hamesha Hamesha K Lye Chale Jyo..Tumhare Sath Tu Bus Mein Ne Affair Apne Dsotun Se Bet Lagye Thy Jo Pore Ho Gye,,,,Aur 1 Tum Mere Jaan He Ni Chortiiiii.....

Ese Khte Haan Hum Mohabat Bus Kasi Koi 1 Dosre K Sath Dhk Lyn Tu Vo Mohabat..Lanat Ha Ese Mohabat Pyeee,,,Ess Duniya Ki Asali Mohabat Tu Bus 1 Baap Ki Hoti Ha Jo Apne Bati Ko Dyta Haa....Baki Koi Mohabt Mohabat Nii Bus Dhuka K Saman,.......Bus Ya Mohabat App Se Shoru Ho K Tu Pe Khtam Ho Jati Haa............

A.N Bajwa
About the Author: A.N Bajwa Read More Articles by A.N Bajwa: 7 Articles with 7986 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.