Add Poetry

Barastay Apakay Teeroon Kee Barish Main Nahaye Jarahay Hein Hum

Poet: Akram Durrani By: Akram Durrani, Karachi

Makree Ke Say Jalay Bun Rakhay Meray Seenay Main Hein App Nay
Azaad Hunay Kee Kushish Main Aur Phanstay Ja Rahien Hein Hum

Sub Ku Chor Ke Ju Bay Rukhi Hum Ko Dekhai Hay Aap Nay
Es Tawajha Pay Bhi Aap Kee Khoob Etaraye Ja Rahien Hein Hum

Pholoon Say Khelnay Ke Shooq Main Kanta Na Lag Jaye App Ku
Es Khoof Se Har Khar Pay Dil Apna Proye Ja Rahein Hein Hum

Udasi Kay Saaye Cheray Pay Chaaye Dekh Kar Aap Kay
Apni Jaan Ke Sadqay Nazar App Kee Utarwaye Ja Rahein Hein Hum

Shab Beeti Na Chand Duba Aur Humein Janay Ka Kaha Aap Nay
Es Tarhan Khud Ku Es Jahan Say Uth Waye Jarhay Hein Hum

Humein Tanha Chor Nay Ka Ishara Bata Raha Hay App Ka
Ronay Se Kui Rukta Nahi Phir Kis Leeye Roye Ja Rahein Hein Hum

Jit Na Chahay Sata Lu Har Sitam Gawara Hay App Ka
Dor App Se Hukar Khuda Ke Nazdeek Hutay Jarein Hein Hum

Ghusal Durrani Ku Ab Karwanay Kee Zarorat Na Paray Gee App Ku
Barastay App Ke Teeron Kee Barish Main Nahein Ja Rahein Hein Hum

Medaan-E-Ishiq Say Mayyat Humari Utha Ke App Lejana Wahaan
Jahaan Kuchay Main App Ke Qabar Apni Khuday Ja Rahein Hein Hum
 

Rate it:
Views: 623
12 Jul, 2018
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets