Cyber War
(Zubair Jammu, Hyderabad)
Asslam-O-Alikum Ap Jaante He
Hain Ke SCIENCE & TECHNALOGY Ke Waja Se Ye Dunia Kitni Modern Ho Chuki Ha. Jis
Ke Zariye Ye Dunia Modern Hoi Wo COMPUTER Hain. Aj Kal Dunia Mei 2 War Chal Rahe
Hain. [1] Media War [2] Cyber War Media War: Media War Aik Aisa War Ha Jo Aik
Country Aik Alaake Ke Rasmo, Rehn Sehn, Zabaan (Langugae) Ka Dosre Country Par
Attack Kr Deta Ha. Cyber War: Ye Aik Aisa War Ha Jisme Koi Bhe Electronic &
Computer Mei Se DATA(Information,Passwords,Files) Chori Kia Jata. Ha. Jo Log
Data Chori Krte Hain Uney Hackers Kaha Jata Ha Hacker Ki Bohat Sari Types Hoti
Hai Jin Me Professional Hackers, Black Hat Hackers, Ethical Hackers, White Hat
Hackers Etc. SOCIAL Media Facebook Twitter Whatsapp Gmail Ka Password Chori Krte
Hain. Isi Tarha Aj Kal Ye Attach War Banks Atm, Terrorist Attack, Wagera Par Ho
Rha Ha. Hackers Ko Rokne Ke Liye Aik Team IT OR ATT Security Ko Behtar Bnane Mei
Lage Hai. Apko B Chaiye Ke Apni Website Social Acounts Ke Password Strong Rakhe.
Or Every Week Change Kre.