Adyala Nahi Kot Lakhpat

(Hukhan, Karachi)

Sharif Family Ko Ek Aur Taza Khbar Mil Gai,,,,,Ju Boya Wohee Kaat Rha Hun,,,,,Ek Jhoot Kay Liye Hzaar Jhoot Bol Rha Hun.7 Saal Saza Aur Ghreeb Qom Kay Loot Maar Ki Lazawaal Khidmaat Kay Silay Mein,,,,,Taqreeban Pakistani 4 Arabh Rupay Ka Jurmana Sun Kay ,,,,,,,Mery Zameer Par Koi Bojh Nai,,,,,Ka Raagh Alaap Kay Bolay,,,,,,,,Qun Kay,,,,Mein Iss Qarz Mein Dobhee Qom Ka Mujrim Hun Mein Apny Zameer Ka Qadiee Nahi Hun,,,,,Isi Liye Mujhay Mree Psand Ki Jail Enayat Ki Jaye,,,,,,,,,Qun Kay Mein 3 Dfa Ka Nikala Gya ,,,,,,,,,,Pm Of Pakistan Hun,,,,,,,Har Baar Nikala Jta Hun,,,,,,,,Mjaal Kay Zra Bee Shrmata Hun.Hospital Mein Beds Nahi,,,,,,,,,Nalkoun Mein Pani Nahi,,,,Nokree Nahi,,,,,,,Magar Mein Nay Is Qom Ki Bhut Khidmat Ki Hay,,,,Baitay Adaltoun Say Fraar,,,,,Bv,,,,,Arboun Ki Jaidaad Ki Malik,,,Magr,,,,,,,,Kfan Mein Us Kay Koi Jaiib Na Thee,,,,,Mulk Ki Muhbat Mein Bester E Margh Par Umar Bhr Ki Sathee Ko Chor Aya,,,,,Election Pher Bee Haar Gya,,,,,Bv Tu Aur Bee Mil Jaein Gee Magar Iqtedaar Kaha Sy Milta Us K Liye Iss Qom Ko Mazeed Bywaqoof Bnanay Kay Liye ,,,,Pakistan Mein Mojhudh Huna Zrorri Tha,,,,Agar Ap Leader Hutay ,Tu,,,,Kainaat Kay Kci Bee Hisay Say Election Jeet Jty,,,,Tum,,,,,,,Hero Bnay Kay Liye,,,Hamdardee Kay Vote Kay Liye,,,,Betee Samaiet,,,,Jail Mein Baith Gaye,,,,Jhaan Bara Chore Hunay Kay Natay,,,Doctor ,,Ac,,,,Walk,,,,Cell Phone Sab Mil Jta Tha,,,,,,,Yha Tak Political Meetings Ka Inqaad Bee Mumkin Tha,,,,,Wha ,,,,,,,Bhut Say Pakistani,,,,Bhut See Betiyaan Maaein Bheny Qaied Hein Magar Chonkay Un Mein Say Aksar Bhook Byrozgharee Say Tangh Hu Kar Mujrim Bnay Thay,,,Isi Liye,,,,Un Ko Mazkoora Sahuliyyat Muesar Na Thein,,,,,,,,,,,Qun Kay Un Saholiyaat Kay Liye Qom Ka Azeem Mujrim Huna Bhut Zrorri Hay.Mosof K Agar Khandani Uthayee Gera Na Kaha Jaye Tu Bhut Ziadtee Hu Gee,,,,Baiay ,,Betee,,,,,Samdhee,,,,Cousin,,,,Bv,,,,Sab Kay Sab Iss Qom Ko Matloob ,,,,Magar,,,,,,,,,Mjaal Kay Akhrat Ka Koi Khuff Hu,,,,Qom Ko Sajhda Shukar Ada Karna Chaiye Kay Ye Mulk Gervee Huny Say Bach Gya,Werna,,,,Iss Mulk Mein,,,,Ehtesaabh Shuro Hu Chuka ,,,,Baqiya Chorn Ka Ehwaal Ainda.A

Hukhan
About the Author: Hukhan Read More Articles by Hukhan: 1124 Articles with 1253847 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.