Jamat E Islami Or Jamat E Munafiq

(Rashid hasan ali khan, karachi )

Saray Moulanay Bharay Paray Hain Es Jamat Main ........ Lambi Lambi Dhariyan Walay ......

Since 1951 .... Ye Loug Generals Ka Sath Dete Aye Hain ..... Aur Inkay Worker Achanak Say Generals K Khilaaf Ho Gaey ..... Shayed Kisi Generals Ne Inka Dana Pani Band Kar Dia Hoga Jabi ....

Jamat E Islami Nay Karachi Ya Nwfp Mai Koi Ik Kaam Bhi Kiya Hai To Counter Karain Yahan .....................

Per Main Yahan Pe Unki Asliyat/Munafiqat Sabit Karonga Aur Jisko Her Koi Agree Karay Ga.

1- Jamat E Islami Supported Ayyub Khan For Their Martial Law ......... It Was First Ever Martial Law Jisko Support Kia Jamat E Islami Ne Jiski Saza Aaj Tak Ham Bhugat Rahay Hain ....

2- Again Jamat E Islami Endorse Zia Ul Haq And Their Gun Culture .... Nwfp Mai Terrorist Ko Phalnay Phoolnay Dia Jamat E Islami Nay ... Even They Were Ruling In Nwfp .....

3- In 1998 ..... Jabh Mush Ne Iqqtidar Sambhala Aur Saray Political Party Nay Her Tarha Say Boycot Kia To Jamat E Islami Was The First Who Supported Mush .... Aur Mush K Local Govt System Mai Participate Kia .... Bear In Mind K Mqm Nay Under Dictator Local Govt Mai Particiapte Nahi Kia ........ Only Jabh Cj Iftikhaar Nay Mush Ko Endrose Kia Aur Kahan Kay Ye Legal President Hain Jabh Mqm Nay Election Mai Particiapte Kia.

4- Since 2002 To 2007 Tak Jamat E Islami Ruling Nwfp Aur Whan Pe Inho Nay Taliban Ko Mazboot Kia Aur Jamat E Islami Ki Waja Say Pora Pakistan Aur Pori Duniya Ka Aman Kharab Hai ..

5- America Ko Pakistan Mai Anay Ki Wajay Dainay Wali Jamat Yahi Hai .... Apne Mafaad K Liye Taliban K Khilaaf Ik Lafz Nahi Bola During 2002 To 2007 ... Agar Os Waqt Taliban K Khilaaf Action Hota To Aaj Ham Poray Pakistan Mai Aman Daikhtay

6- Jamat E Islami To Es Had Tak Giri Hui Jamat Hai Jis Nai Wardi Wala Sadar / Lfo Ko Parliemnt Say Endrose Karwaya.

Ye Hai Asliyet Jamat E Islami Ki.

Rashid hasan ali khan
About the Author: Rashid hasan ali khan Read More Articles by Rashid hasan ali khan: 3 Articles with 5327 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.