DARD LAJAWAB

(Hezal butt, Gujrat)

DARD LAJAWAB

ASSALAMOALIKUM ALL🖤

"Artical Shuru Karne Se Pehly Mein Ye Zrure Khaungi Ky Dard Ko Bus Wo Insan Parh Skta Mehsus Kr Skta Jis Py Khud Wo Dard Guzar Chuka Ho"

DARD LAJAWAB = Zindagi Khuda Ki Di Hui Neymat Hai Lekin Khuda Ky Bnae Gye Loge Hi Usky Bando Ko Dard Detey Or Unhy Mehsus Tk Nai Hota Ky Wo Kis Had Tk Agly Ko Tklefe De Detey.... Dard Kehne Ko Ek Ame Sa Lafz Hai Shyed Magar Iska Ehsas Iska Mtlb Boht Wasee Hai Jo Ky Her Ame Banda Nai Smj Skta ...

Insan Apni Zindagi Mein Kuch Ese Logo Ko Shamil Kar Leta Jo Ky Us Ki Be_Qadri Krty Rehty Magar Mehsus Unhy Tb Hota Jb Wo Insan Doore Ho Jata , Ese Mehsus Hone Ka Kia Faida? Jo Kisi Ky Doore Jane Se Mehsus Ho ...
Hum Loge Bhool Chuky Hain Ky Ager Hum Kisi Ko Dard Dein Gy To Ek Na Ek Din Hum Py B Wohi Dard Hawi Hoga But Phr B Hum Itna Dard Detey Jty Ky Inteha Kr Detey ...

Batein Boht Loge Kr Laity Hain Lekin Smjhta Koi Nai .Asal Baat Hi Smjhney Or Mehsus Krne Ki Hoti Jo Ky Aj Ky Doore Mein Nai Kiya Ja Skta...

ALLAH TALAH NY Her Insan Ko Ek Dil Dya Magar Us Dil Ky Tukrey Krne Waly Hazro Hain ..

" Mat De Dard Kisi Ko Itna
Mat De Dard Kisi Ko Itna
Ky Her Dil Mein Khuda Basta Hai"

So Plz Kisi Ka Dil Itna Mat Dukhaein Ky Kal Ko Ap Pachtaoe Or Wo Dard Roze Apki Tklefe Mein Izafa Kry..
 

Hezal butt
About the Author: Hezal butt Read More Articles by Hezal butt: 18 Articles with 61444 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.