Meny Fatima Ka Musmoon Perha
Unho Ny Kafi Acha Likha A Magar Lagta Ha Mery Khiyal Sy Joo Unho Ny Likha Who
Course Ki Book Sy Pehar Kar Lekha Haasal Haqok Sy Who Bakhabar Hein Ek To Mein
Unko Yah Bata Do Kah Bool Aur Karny Mein Kafi Fariq Hota Ha Haqaiq Na Hi Koom Sy
Chopty Hein Na Hi Chopay Jay Hein App Ny Wind Yani Hawa Sy Bijli Pada Karny Ki
Baat Ki Yah Ho Sakta Ha Aur Us Sy Awam Ko Hi Faida Ho Ga
Magar Sirf Ek Electricity Hi Nhi Bhut Si Aur Bhi Cheesein Hain Jin Ko Pada Karky
Hum Buhut Si Amdanii Bacha Sakty Hein Magar Asal Massala Us Awami Qiyadt Ka Ha
Jo In Sub Ka Bary Mein Soochy Jo Is Wqt Pakistan Mein Mojud Nhi Ha Ab Agar
Pakistan Ki Politics Ki Uljhi Hoi Ghutthi Suljai Jay To Hein Malloom Ho Ga Ka
Haqaiq Kiy Hein
Mein Bohut Arsy Sy Pakistan Per Study Kar Raha Ho Aur Jaha Teek Mein Samajh Saka
Hoooo Pakistan Mein Kissi Chees Ka Koi Bohran Mujhy Nazr Nhi Aata Siway Ek Awami
Rehnama Ka Jo In Sub Halat Ko Pakistani Awam Ko Agha Kary
Mojoda Waqt Mein Pakistan Apni Baka Ki Jung Lar Raha Ha Jo Kah Buhut Ahan Ha Aur
Jaha Teek Bohrano Ki Baat Ha Mein Ya Saf Lafzoooooo Mein Kah Sak Ta Ho Pakistan
Mein Is Wqt Kissi Cheese Ka Koi Bohreen Nhi Ha Hamary Pass Electricity Ki Wafir
Miqdar Mojood Ha Aata Mojood Ha Dal Rooti Meet Samat Her Cheese Mojood Ha
In Sub Ka Bawajood Agar Bohran Ka Lafz Istamal Koi Hokumran Kary To Mein Us Ki
Tareef Kuch Is Terha Sy Karooooo Ga Is Wqt Parlimeint Mein Mojood Wohi Log Hein
Yah Unko Un Logo Ki Support Hasil Ha Jo Jo Sarmayahdar Hein Yahni Is Wqt
Pakistan Mein Sarmaydar Ki Hakomat Ha Nahi Koi Awami Nahi Koi Democratics Force
Mojjod Ha Who Is Ter Ha For Example Mein Ny MNA Ko Parlimeint Mein Ly Jany Ky
Liyah Pasa Lagayah Ha Ab Jub Whohi MNA Parliament Jub Hakoomet Ki Kursiyooo Pr
Batha Ha To Mein Ny Jo Us Ko Election Larny Ky Liyah Passy Dyah Th Us Ko Mein Ny
Ab Poory Karny Hein To Mein Jub Kissi Wazir Sy Kahooo Ga To Lazmi Baat Ha Ho
Mujhko Ek Assa Program Bana Kar Y Ga Jissy Na Sirf Mujhy Bal Kah Dosrooo Yani Us
Ko Bhi Faida Ho Yahi Wo Sarmayadarana Nizam Ha Jo Bohraan Paida Karta Ha Aur Jub
Teek Pakistan Mein Yah Nizam Moojood Ha Us Wqt Tk Pakistan Bohranoo Ka Shikar
Rahy Ga
Pakistan Ein Yah Nizam Koin Saraiyat Kar Gia Ha Us Ki Wajh Sirf Aur Srif Awami
Qiyad Ka Assemblyio Mein Na Ho Na Ha Jis Ki Wajah Sy Ahi Assemblyo Mein Hony
Waly Faslo Ka Baray Mein Koom Ko Pata Chalta Ha Na Hi Awam Ki Koi Tarjumani
Karta Hein Ah Who Haqiat Ha Jis Sy Hum Ny Nazar Chora Rahi Ha Aur Jub Teek Hum
In Sy Bataoo Nhi Soochy Gy Us Wqt Teek Hamara Mashra Tabdeel Nhi Hoga Her Koi
Hum Ko Bawakoof Bany Gaa Kabhi Karz Utaro Mulk Sanwarooo Ka Naam Pa Kabhi
Pohranoo Ka Naam Pr