Aazad Adaliya Or Un K Faisalay Ameero K Haq Main

(zaman farooqi, karachi)

Insaf Sab K Leyay Barabar Hota Hai Chahay Wo Ameer Ho Ya Gareeb Aaqa Ho Ya Ghulam Toh Phir P.M Gilani Ko 30 Second Ki Saza Keu Di Gai Jis Nay Toheen Adalat Kari Yahi Agar Koi Gareeb Insan Karta Toh Ab Tak Toh Us Ka Chehlam Bhi Ho Gaya Hota Yay Hain Pakistan Ki Adalatain Or Hakomat Jis Say Laakh Darje Achi Aamriyat Thi Jitna Bura Haal Pakistan Ka In Dino Hai Itna Bura Haal Toh Partition Main Nahi Tha Jab Hindustan K Har Sab Kuch Aagaya Tha Or Pakistan K Pas Siwaaiy Banjar Zameen K Or Kuch Nahi Aaaya Tha.

Yay Pakistan K Leader Jab Chahay Bank Say Qarzay Layte Hain Or Jab Chahay Maaf Karwa Layte Hain Kia Aisa Ho Sakta Hai.

Yaha 10.000 Salary Wala Credit Card Banwa Lay Toh Us K Peechay Toh Bank Wale Haat Dho Kar Parh Jaate Hain

Aisa Keu Hai?

Aadalatain Yay Word Sirf Ab Tak Pakistan Main Gareeb Logo K Leyay Hain Ameer Jab Chahay Iss Ki Toheen Kar Lay Bura Bhala Ulta Seedha Kahy Lay Un Ko Saza Sirf 30 Second Ki Hoti Hai.

Gareebo K Pas Ek Haq Halal Ka Lahu Bacha Hai Jisam Main Us Ko Toh Na Nichoro .

Yaa Rab Agar Yay Democracy Hai Toh Is Say Achi Foj Hain Marshala Hai.
 

zaman farooqi
About the Author: zaman farooqi Read More Articles by zaman farooqi: 16 Articles with 23180 views (trough poetry is my passion)

THE POET IS ONE MAN IN THIS WORLD WHEN HE AXPRESS SORROW HIS OWN WRITE THE OWN WRITE SHAPE IS CALLED POETRY. < AF
.. View More