Khawahish

(suman, GUDDU)

Khawahish Keya Hai??????

Kisi Cheez Ko Pa Lene Ki Justaju Karna Ya Kisi Cheez Ko Pane Ke Liye Janooni Hona Is Baat Mein Kon Sa Right Hai Aur Konsa Wrong Hai But Meri Nazar Mein 2ono Ka Matlub Pana Hi Hai Justaju Ka Matlub Keya Hai Kisi Cheez Ke Hasool Ke Liye Uske Peche Par Jana And Janoon Ka Matlub Hai Ke Hum Us Cheez Ko Pa Bhi Len Aur Kisi Ko Hath Bhi Na Lagane Den.....

Bazahir Tou Khawahish 6 Latter Ka Hurf Hai But Ye Apne Andar Buhat Gehrai Rakhti Hai Insan Ko Khawahish Just Jayiz Cheezo Ko Hai Karni Chahye Aur Wese Bhi Bhi Ager Duniya Mein Jis Ke Ziyzda Kahwahishat Hon Gi Aur Wo Pure Bhi Hon Jae Tou Akhrat Mein Un Ke Hise Mein Kuch Bhi Nahi Ata Jub Ke Jo Insan Apne Khawahishat Par Kaabo Pana Seekh Lete Hain Wo Akhrat Mein Rahat Pate Hain....

And Khawahish Wo Bhawar Hai Jis Mein Phans Kae Insan Apna Maqsad E Hayat Bhool Jata Hai Khawahish Wo Aag Gai Jo Insan Ko Jhlsane Ki Salahiyat Rakhti Hai Wo Samandaer Jis Ke Sahil Taq Puhchana Buhat Mushkil Hai Wo Selaab Hai Jo Insan Ko Insan Se Door Le Jati Hai Wo Kali Raat Hai Jo Insani Zindagi Meion Kabhi Saweera Nahi Hone Deti Aur Kabhi Hasil Nahi Hone Deti....

Jis Khawahish Ke Liye Insan Apni Sari Haden Phlangta Hai Apne Khawahisho Ke Liye Apne Azeezon Mukhlason Ko Rondta Hua Guzaer Ta Jata Hai Aher Wo Khawahish Puri Na Ho To Wo Sochte Hain Kash Hum Koi Be Jan Tasweer Hote Be Jan Jazbat Aur Ahsssat Se Arri Humari Koi Khawahish Na Hoti Na Arzu....

Ye Taqdeer Bhi Khoob Cheez Hai Kisi Ko Mange Bageer Hai Sub Kuch De Deti Hai Aur Kisis Ke Samne Se Muskira Kar Guzer Jati Hai Aur Wo Tahi Dama Reh Jate Hain Ke Jis Khawhaish Ke Liye Hum Ne Apni Sari Umar Laga Di Apne Rishte Naate Tor Diye Wahi Khawahish Humari Puri Na Ho Saki....

Wese Bhi Baaz Khawahishat Ka Pura Na Hona Hi Behtaer Hai Lekin Insan Ki Bhi Ajeeb Fitrat Hai 1 Khawahish Puri Ho To 2osre Ke Tarf Bhartae Hain......

Akher Q Humari Khawahishat Bahertui Ja Rahi Hain?????? Keya Hum Apni Khawahishat Kum Nahi Kar Sakte??????? Keya Hum Akhrat Mein Apne Liye Kuch Bhi Nahi Bachana Chahte???????? Sirf Fanni Duniya Mein Hi Sub Kuch Hadil Karna Chate Hain???????? Mere In Alfaz Ko Gor Se Read Kejae And Apni Islaha Kare And 2osron Ki Bhi............

Thankx ,,,,,,,,,,,,,,

.
About the Author: . Read More Articles by .: 11 Articles with 103767 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.