Aakir Masala Kiya Hain
(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)
Watan-E-Aziz Pakistan Masloun
Ki Ama Jaga Kab Tak Bana Rhay Ga Iska Confirom Jawab Ha Kise Ke Pas Charon Taraf
Se Deshat Gardi Ka Shikar Aj Roshniun Ke Shair Quaid New Deshat Gardi Ki Lahar
Moulana Ismaiyle K Qatal K Bad Goliun Ki Boochar Mutatid Afrad Janbaq Aur Zakmi
Shair Main Danday Bradar Afrad Ka Gasht Ga Ek Ghariyun Nazary Atish Ya To Roz Ka
Mamool Ban Chuka Ha Insani Jano K Ziaya Amlak Nuksan Hona Koi Qadro Qeemat Nhi
Rakhta Shairay Quaid Main Subha Ghar Se Nikalne Wale Insan Ko Pata Tak Nhi Hota
K Main Kam Se Wapsi Phr Sham Ko Zinda Ghar Pucho Ga Ya Nhi Aaj Quaid.E.Azam
Muhammad Ali Jinha Ki Rooh Pakistan Aur Specialy Karachi Ke Halat Phr Roti Ha
Aur Hum Se Dast-O-Griban Mukatib Ha K Mere Hum Watano Ya Tumhay Kiya Hugya Ha
Apne Bhaion Ka Khon Apne Hi Hathon Se Karte Hu Apni Bheno Ko Bewa Krte Hu Gharo
Ko Oujarte Hu Apne Mulk Ki Amlak Apne Hi Hathon Se Taba-O-Barbad Kar Rha Hu
Chand Takon Ke Katir Dushman Ke Agenday Phr Chalte Hu Apne Mulk Mazab Islam Sub
Ke Khelaf Kam Kar Rha Hu Apne Andar Iman Insaniyat Kud Katam Kar Rha Hu Is Mulk
Ki Buniyad Ko Mazbot Krne Ke Bajae Roz Ise Apne Hi Hathaon Se Kamzor Khokala
Karte Hu Apne Dushmano Ko Kush Karte Hu Chand Takon Ke Katir Tum Ne Apna Iman
Aqida Insaniyat Sub Beach Dala Kiya Ya Mulk Pakistan Is Lia Maine Azad Kara Kar
Diya Tha K Aaj Tum Apne Hi Hathon Se Ise Barbad Kar Rha Hu Aay Mere Pakistaniun
Kha Gya Aaj Tumhra Wo Iman Itahad Jazba Deen Ki Tazgi Bhai Chargi Jo 1947 Main
Thi Tumhre Pass Aur Aj Tum Lasaniyat Ka Shikar Ho Chukay Hu Aye Mere Hum Watano
Hosh Main Aon Apne Ap Ko Pechano Mazi Main Tumhare Itahad Aur Bhai Chargi Ki
Example De Jati Thi Puray World Main.