Dr Tahir Ul Qadri Ka Jalsa Aur Tabdili Ke Mumkina Aasaar

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

Dr Tahir Ul Qadri Ka Minar-E-Pakistan 23 Dec Ko Hone Wale Azim O Shan Tariqi Awami Jalsay Ne Mulk Main Tabdily Ke Moser Mumkina Aasar Ke Imkan Roshan Kardia Hain Aur Aaj Ke Is Azim O Shan Awami Jalsay Ne Mujood Crrup Hukmirano Ki Neenday Ura Dia Hain Dr Tahir Ul Qadri Ke Jalsay Main Kitab Ke Kuch Nukat Ke Mujooda Hakumat Ain Main Articles Ke Tehat Nizam Main Tabdily Karen Aur Nighra Seat Up Main Adlia Aur Fouj Ko Shamil Karen Aur 10 Jan Tak Agr Nizam Main Tabdily Nhi Hui To Phir 14 Jan Ko Islamabad Main 40 Lakh Awam Ka Ejtama Hoga Aur Phir Nizam Main Tabdily Ka Faisla 40 Lakh Awam Ki Parliment Main Hoga Tahir Ul Qadri Ka Kehna Tha Ke Shifaf Election Main 90 Roz Se Ziyada Hona Ain Ki Kelaf Warzi Nhi Dr Tahir Ul Qadri Ka Kehna Ke Seyasat Nahi Reyasat Bachani Hain Idhar M.Q.M Ke Quaid Tahreeq Altaf Hussain Ne Dr Tahir Ul Qadri Ke Azim Ul Shan Awami Jalsay Ki Tareef Ki Aur Dr Shaib Ko Karaj-E-Tehsin Pash Kiya Aur Altaf Hussain Ne Dr Tahir Ul Qadri Se Mukamal Unity Ka Muzahira Kiya Aur Kha Ke Dr Tahir Ul Qadri Mulk Main Inqalab Lane Main Moser Sabit Hongy Aur Phr P.T.I Ke Leader Imran Khan Ne Bi Dr Tahir Ul Qadri Ko Kamyab Awami Jalsa Karne Phar Mubarak Bad Pash Ki Aur Apne Itehad Aur Himayat Ka Yakin Dilaya M.Q.M Ke Qauid Altaf Hussain Aur P.T.I Ke Quaid Imran Khan In 2no Leaders Ka Agenda Mulk Main Tabdily Lana Hain Aur In 2no Leadrs Ka Manshoor Awami Takat Ke Zariya Inqalab Barpa Karna Hain Aur Ab Insha Allha Ya Inqalab Dr Tahir Ul Qadri Ki Qayadat Main Awami Takqat Ke Zaria Barpa Ho Ga Aur Ab Isky Wazeha Imkanat Roshan Ho Chukay Hain Aur Crrup Hukmirano Ke Lia Katray Ki Gantti Baj Chuki Han Aur Allhamdulillha Ab Ya Qoum Genration Mukammal Bedar Ho Chuki Hain Aur Media To Apna Bhot Role Ada Kar Rha Hain Aur Media Ne Hi Dr Tahir Ul Qadri Ke Jalsay Ki Bhot Achi Ala Tor Phr Publisity Ki Jo Qabil-E-Sattaish Hain Geo Dr Tahir Ul Qadri Altaf Hussain Aur Imran Khan Aur Geo Pak Awam.

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 261908 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.