Jinnah Ban Ke Dekhao

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

Babaye Qoum Quaid-E-Azam Mohammad Ali Jinha K Aaj 136 Wa Youm-E-Pedaish Day Hain Aur Ya Watan-E-Aziz Pakistan Ise Quaid Ka Lagya Huwa Shajar Hain Jis Ki Azad Fiza Main Hum Sans Le Rha Hain Quaid Azam M.A.J Bar-E-Sagir Ki Azim Shaksiyat Hain Quaid-E-Azam Tanday Mizaj Aur Saf Osaf Ke Malik Thay Quaid-E-Azam Jhook Kar Sumjota Karne Ke Bajae Humesha Mardana War Sumjota Karte Thay Quaid-E-Azam Ne Kabi Bi Apne Asool Aur Zati Mafad Ke Lia Soda Nhi Kia Aur Na Hi Mulk O Quom Ke Kelaf Koi Soda Kiya Balky Humesha Apne Mulk Aur Watan Ke Mafad Main Sumjota Kia Quaid-E-Azam Mazi Se Le Aaj Tak Students Ke Lia Mashal-E-Raha Hain Aur Quam Ko Umeed Ki Kiran Kha Karte Thay Quaid-E-Azam Ne Ek Moqay Phar Kha Tha Ke Yad Rakho Agr Hum Is Effort Main Nakam Ho Gy To Kabi Bi Sir Uta Nahi Sakay Gy Lakin Aaj Hum Sharminda Quom Hain Aye Quaid Tere Samne Aaj Quaid Ke Pakistan Main Rethay Huwy Aur Isky Halat Dekh Kar Dil Khoon Ke Asoo Rota Hain Ya Watan Kis Simth Main Chal Rha Han Aur Kis Nehaj Phr Kara Hain Aaj Quaid Ka Pakistan Ghalat Crrupt Logon Ke Hathon Main Han Aur Crrupt Hukmiran Ise Chala Rha Hain Aaj Quaid Ke Pakistan Main Na Gus Ha Na Bijli Na Pani Aur Na Is Mulk Ki Awam Ki Jan Mahafooz Hain Aur Na Insaf Aaj Quaid Ke Pakistan Main Haq O Insaf Jar Se Katam Ho Chuka Hain Aaj Quaid Ka Pakistan Charo 4th Taraf Se Zakmo Se Choor Aur Khoon Main Lahoo Laan Hain Aaj Quaid Ka Pakstan Intahi Intishar Sazisho Aur Bechani Ka Shikar Hain Aaj Quaid Ke Pak Awam Ko Ek Sazish Ke That Ek 2osry Se Laraya Ja Rha Ha Aur Aaj Quaid Ki Awam Gair Mulki Sazishi Agenday Ke That Apas Main Apne Bhaion Ka Khoon Kar Rhi Hain Aur Apni Aamlak Ka Kud Muksan Kar Rahi Hain Aaj Is Watan-E-Aziz Pakistan Ko Phir Se Ek Quaid-E-Azam M.A.Jinha Ki Zaroorat Hain Aye Quaid Aaj Hum Sharminda Hain Aur Bebasi Ki Shabia Banay Bethay Hain Tariq Sach Kethi Hain Ke Ase Azim Insan Sadiyon Main Peda Hoty Hain Aye Quaid Tera Ehasan Raha Ga Ta Qayamat Tak Tera Pakistan Aur Iska Zarra Zarra Salamat Raha Ga Millat Ka Pasban Han Mohammad Ali Jinha Hain.

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 261987 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.