Shaheed Benazir Bhutto Ki 5 Th Wi Barsi

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

Aaj 27 Dec Shaheed Mutarma Benazir Bhutto Ki 5th Wi Barsi Hain Benazir Aur Zulfikar Ali Bhutto Ki Lazawal Qurbanio Ko Tariq Main Jo Maqam Hasil Hain Ise Kabi Bi Faramosh Nhi Kiya Ja Sakta In Bap Beti Ne Jamooriyat Ke Faroog Ke Lia Apni Jan Ki Bazi Laga Di Aur Ammar Se Larte Larrte Apni Jan Dedi Zulfikar Ali Bhutto Ek Kara Aur Inqalabi Leader Tha Aur Apne Prime Ministry Ke Door Main Mulk Main Inqalabi Nizam Naafiz Kiya Nuclear Attomic Tansibat Ka Qayam Matric Tak Edu Free Pakistan Still Mile Ka Qayam Aur Bhot Kuch Azim Karnamay Hain But Main Short Likho Ga Aur Phir Zulfikar Ali Bhutto Apni Enrgy Apni Beti Shaheed Mutarma Benazir Bhutto Ko De Gy Benazir Bhutto Ho Bahoo Apne Bap K Nakshay Qadam Phar Chali Aur Apne Prime Ministry Ke Door Main Mulk Ke Lia Aur Awam Ki Fala Babood Ke Lia Inqalabi Bunyad Phar Kam Kiya Benazir Bhutto Ke Karnamay Kise Tarif Ke Mutaj Nhi Mutarma Benazis Bhutto Inke Father Zulfikar Ali Bhutto Aur In Ke 2no Betay Jamooriyat Ke Faroog Ke Katir Ammar Se Larte Larte Jan Se Hath Dho Bitay Mutarma Benazir Bhutto Ne Jila Watani Kati Aur Har Katray Ka Nidhri Deleri Se Muqabala Kiya Watan Wapsi Phr Benazir Bhutto Bilkul Bi Na Dari Aur Bhadoori Jawan Mardi Se Apni Efford Ka Agaz Kardia Aur Mutarma Ke Katray Se Aagha Bi Kardia Tha But Wo Bahadoor Bap Ki Bahadoor Beti Thi Benazir Bhutto Ki Quaid Dana Silayat Aur Kawisho Ko Benazir Bhutto Ke Mukalfin Bi Taslim Karte Hain Benazir Bhutto Aur Zulfikar Ali Bhutto Ne Bi Quaid-E-Azam Ki Tarah Jhook Kar Faisla Karne Ke Bajae Mardana War Sumjota Kiya Is Azim Leader Benazir Bhutto Ke Baab Ka Agaz 21 June 1953 Main Huwa Aur 27 Dec 2007 Ko Ya Baab Humesha Humesha Ke Lia Band Ho Gaya
Doondho Gay Ager Mulko Mulko
Milne Ke Nahi Nayab Hain Hum
Tabir Hain Jiski Hasrat To Gum
Aye Hum Na Bso Wo Khuwab Hain Hum
Doondho Gay Ager Mulko Mulko
Milne Ke Nahi Nayab Hain Hum
Lakhon Hi Musafir Chaltay Han
Manzil Py Puchtay Ha 2 Ek Hi
Aye Ahalay Zamana Qadar Karo
Milne Ke Nhi Kamyab Hain Hum
Doondho Gay Ager Mulko Mulko

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 262297 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.