M.Q.M K Quaid Altaf Hussain Ka 90 Phar Kitab

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

30 Dec Ki Rat M.Q.M Ke Quaid Altaf Hussain Ka Kitab Jis Main Inho Ne Awami Aur Party Workers Se Kitab Karte Huway Kha Ke Tamam Karkonan 14 Jan Ko Dr Tahir Ul Qadri Ke Long March Main Jane Ki Barpur Tayari Karen M.Q.M Quaid Altaf Hussain Ne Fouj Aur Adlia Se Bi Long March Main Mukammal Copret Ki Appeal Ki Altaf Hussain Ne Kha Hum Ne Apne Karkonan Ki Halakat Phr Kabi Bi Aleda Reyasat Ka Mutaliba Nahi Kiya Han Hum Kandani Seyasat Ka Kaatma Chatay Hain Aur Mulk Main Mujooda Crrupt Morsi Seyasat Aur Jagir Darana Nizam Ke Kehlaf Hamari Efford Jari Thi Aur Jab Tak Ya Nizam Jar Se Katam Nhi Hoga Hamari Efford Jari Raha Gi Altaf Hussain Ne Kha Dr Tahir Ul Qadri Mere Baray Bhai Hain Aur Main In Ke Shana Ba Shana Kara Hu M.Q.M Ke Quaid Altaf Hussain Ne Dr Tahir Ul Qadri Ke Lia Filfor Blod Proof Scurity Ki Appeal Ki Hakoomat Se Aur Apne Karkonan Se Attiyat Jama Karne Ke Lia Camp Lganay Ke Fori Order Dia Aur Sath Islamabad Jane K Lia Gharion Ke Bandobast Ka Fori Order Jari Kia M.Q.M Quaid Altaf Hussain Ne Kha Ke Pakistan Quaid-E-Azam Aur Dr Allama Iqbal In 2no Ki Tashkil Hain Inho Ne Kha Ke Hamari Nakis Policy Ki Waja Se Pakistan Ka Ek Bazoo Kat Chuka Hain Idhar Dr Tahir Ul Qadri Ne Kha Ke Is Mulk Ki Awam Ko Mazid 5 Salon Ke Lia Andharo Main Nhi Dakhala Ja Sakta M.Q.M Quaid Altaf Hussain Ne Kha Tamam Party Se Mulk Bachanay Ke Lia Mutthid Honay Ko Kha Aur Wazay Tor Phar Ya Bawar Karaya Ke Agr Awam Ka Rasta Roka To Phir Muqabla Ho Ga Bashoor Awam Ab Kari Ho Jae Mukammal Tor Phr Aur Apne Haqooq Ke Lia Medan Main Aye Aur Awaz Buland Karen Aur Apni Qismat Ka Faisla Karen Aur In 2no Leaders Ka Barpur Sath De Yad Rakhay Awam Ke In 2nd Leadrs Ke Elawa Koi Leader Ya Kam Nahi Karen Ga Qk Wo Crrupt Nizam Ko Like Karte Hain Aur Ya 2no Leader M.Q.M Ke Quaid Altaf Hussain Aur T.M Ul Quran Ke Leadr Tahir Ul Qadri Ya Umeed Ki Kiran Han Awam Ke Lia Ab Faisla Kud Awam K Hathon Main Hain.

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 244536 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.