Seyasi Hal Chal Aur Majmoii Suratain Haal

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

Naye Saal Ka Aghaz Hotay Hi Mulki Seyasat Main Ek Dam Hal Chal Dekhai De Rahi Hain Electaion Ki Tayari Ka Kam To Jari Tha Aur Jari Hain Phir Ek Dam 23 Dec Ko Dr Tahir Ul Qadri Ke Jalsay Se Majmoii Suratain Hal Hal Chal Ka Shikar Ho Choki Ha Aur Phir Dr Tahir Ul Qadri Aur Altaf Hussain Ke Itahad Crrup Nizam Ke Kehlaf 2no Leaders Ka Long March Islamabad Ki Janib Karne Ke Elan Se Ppp Aur Muslim League N Sir Pakray Biti Ha Long March Se Ppp Se Ziyada Muslim Legue N Ziyada Disturb Hain Aur Mukalfin Ne Long March Ke 2 Leaders Ko Shabida Baz Bazi Gar Aur Canadian Molvi Ke Alkabat Se Nawaz Raha Hain Aur Bokalat Aur Depration Ka Shikar Hain Aur Mukalif Articles Nigaro Ne Canadian Molvi Ke Name Se Articles Likhne Ke Anbar Laga Rha Hain Mera Ek Sawal Hain K Agr Dr Qadri Canadian Molvi Hain To Mian Nawaz Sharif Bi Jadda Aur Europ Ke Molvi Hain Jo Pakistan Ko Jamooriyat Ke Name Phar 2 Dafa Loota Aur Jab Mulk Phr Koi Ufta Ati Hain To Foran Mulk Se Bhar Bhag Jatay Hain Aur Jab Election Qareeb Aty Hain To Mulk Main Hazir Hojatay Hain Dr Tahir Qadri Wo Pakistani Shairy Hain Aur 5 Saal Canada Main Bith Kar Wahan Ka Agenda Nahi Seekh Raha Thay Balky Pakistan Ki Mojooda Suratain Hal Ko Dekh Raha Thay Aur Is Mulk Ke Awam Ka Karab Feel Kar Ke Mulk Main Aye Aur Haq Ki Awaz Boland Ki Aur Awam Ne Dr Qadri Shab Ko Welcom Kha Aur Ya Karwain Ban Gya Aur Jo Haq Phr Hota Hain Razaye Elahi Kud Ba Kud Shamil Hojati Hain Aur Jo Log Seyasat Dan Tajzia Nigar Is Efford Ko Bazi Gar Qarar Day Rha Hain To Saf Zahir Hota Hain Ke Ya Log Crrupt Nizam Ko Like Kartay Hain Balkay Mulk Aur Awam Ki Taraqi Kush Hali Nhi Balkay Ya Crrupt Hukim Jamooriyat Ke Nam Phar Apni Taraqi Aur Kush Hali Chatay Hain 14 Jan Ka Long March Is Crrupt Nizam Zuloom Aur Barbariyat Ke Kehlaf Hain Election Ko Rokhnay Kehlaf Her Giz Nahi Hain Aur Sach Ke Rassta Humesha Kattan Mushkil Aur Dushwar Hota Hain.

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 246926 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.