Shazaib Ke Qatil Sharooq Ko Saza Nhi Mile Gi

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

Shahzaib Case Ki Roz Media Phar News Proce Hot Hain 25 Dec Ko Shahzaib Ko Ek Wadayre Jagir Dar Ke Ba Asar Bety Shahrooq Aur Iske Dost Siraj Talpar Ne Shahzaib Ko Andha Dhoond Goliyan Mar Ke Is Masoom Ko Is Ke Ghar Ke Gate Phar Hi Qatal Kardiya Tha Shahzaib Ka Qasoor Siref Ya Tha Ke Shahzaib Ne Apni Bhen Ki Izzat Ke Lia Awaz Uthaii Thi Jagir Dar Ke Nokar Ne Shahzaib Ki Bhen Ke Sath Batamizi Ki Jis Phar Shahzaib Ki Maa Ne Apne Betay Shahzaib Ko Bolaya To Shahzaib Ne Jagir Dar Ke Nokar Ko 2.3 Tappar Mare To Itne Main Is Jagir Ka Beta Aur Seraj Talpar Agay Moqay Phar Aur Phir Tamam Mamlat Katam Hone Badt Tori Dair Bad Shahrooq Aur Seraj Talpar Aye Aur Shahzaib Ko Awaz De Kar Bhair Bolaya Aur Qatal Kardia Qaireen Sub Jante Hain Shahzaib Apne Parents Ka Eklota Beta Aur Eklota Bhai Tha Shazaib D.S.P Ka Beta Hain Kud Shazaib Case Ka Suprem Court Ne Notice Lia Aur Seraj Talpar Moqay Phr Pakra Gya Lakin Sharooq Bhair Nikal Gya Suprem Court Apne Tor Phr Haq O Insaf Ka Faisla Kar Rhi Hain Lakin Phir Sharooq Ne Kud Giriftar Di Aur Pakistan Agy Aur Phir Suprem Court Ne Sharooq Ko Under Age Qarar De Kar Bacha Jail Bej Diya To Qaireen Suratain Hal Se Ya Bat Wazeha Ho Gai Ke Sub Kuch Phaly Se Teshoda Tha Aur Sharooq Ko Sazaye Mout To Kiya Koi Touch Bi Nhi Kar Sakta Qk Sharooq Ek Jagir Dar Ka Beta Hain Aur Ek Jagir Dar Suprem Court Ko Ba Asani Karid Sakta Hain Aur Agr Yahi Sharooq Ek Garib Bap Ka Beta Hota To Suprem Court Foran Is Ko Pasni Ke Phanday Phar Latka Deti Aur Aaj Media News Main Shazaib K Father Ne Kud Ya Kha Hain Ke Muje Ek Purkashish Odhay Ki Pash Kash Ki Gaii Hain Aur Case Ko Katam Karne Ka Presure Hain But Shazaib Ke Father Ya Offer Ko Accept Har Giz Nhi Karen Gy Qk Wo Kud Qanoon Ke Mohafiz Ho Kar Be Bas Aur Majboor Hain In Jagir Daro Ke Agay Shazaib Ke Father Ko D.S.P Ho Kar Bi Insaf Nhi Milay Ga Aur Ek Jagir Dar Ka Suprem Court Kuch Nhi Bigar Sakti Aur Qaireen 1ya 2 Month Main Ya Case Dab Jae Ga Aur Sub Bari Ho Jae Gy Is Case Se Qk Jagir Dar Ko Bachane Ke Lia P.M.L.N Aur Bari Importnt Shaksiyat Kari Ho Gaii Hain30jan

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 261826 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.