Pakistan Ke Roshan Mustakbil Ki Alamat Youth Genration
(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)
Pakistan Ka Mustakbil Kiya Ho
Ga Ya Sawal Yakinan Hum Sub Pakistani Genretion Sochti Ho Gi 60% Pakistanio Ki
Raye Hain K Pakistan Ka Mustakbil Roshan Hain Jab Ke 40% Pakistanio Ki Raye Hain
Ke Pakistan Ka Mustakbil Roshan Ho Hi Nhi Sakta 2nd Taraf Pakistan Ki 55% Young
Genration Politice Main Intersting Hi Nhi Hain Aur 65% Geration Fashtion Main
Intersting Rakti Hain Aur Youth Genration Ko Politice Field Main Ana Chaia Aur
Apna Kirdar Ada Karna Chaia Youth Genration To Aaj Ajae Politice Field Main But
Phaly Pakistan Main Kandani Gadi Mashin Politice Ka Katma To Ho Ma Wazir-E-Azam
To Phir Shohor Wazir-E-Azam Bane Ga Shohar Ke Bad Beta Wazir-E-Azam Bane Ga
Lakin Aam Insan Jo Awami Bashinda Edu Ho Wo Wazir-E-Azam Nhi Ban Sakta Ya Kha
Aur Konsi Book Main Likha Hain Ke Kandan Ka Bara Head Ki Mulk Ka Hakim Bane Ga
Aur Akir Kab Tak Ya Kandani Politice Chalti Rhe Gi Is Mulk Main Qaireen Ap
Chaina Usa Iran Malayshiya Jaise Mulko Main Dekh Le Waha Asa Koi Kandani
Politice System Nhi Chalta Malayshiya Ke Prime Ministr Mahatir Muhammad Bane
Thay Jo Ek Kisan Ke Betay Thay Aur Mahatir M.Ne Malyshia Ko Kis Qadar Taraqi Ki
Taraf Gamzan Kiya Aur Asa Pakistan Main Q Nhi Hosakta Aaj Pakistan Ko Bane 65 66
Years Ho Gay Aur Aaj Pakistan Bajae Agay Bharne Ke Wahi Isi Stage Phar Kara Hain
Aur Iski Halat Behatr Hone Ke Wajae Abtar Se Abtar Ho Chukay Hain Iski Bunyadi
Waja Ewano Aur Isamblyon Phr Kandani Politic Ka Qabiz Hona Hain Yahi Waja Hain K
Aaj Hamri Youth Genration Bi Agay Ane Main Koi Intersting Nhi Rakhti Koi Dr To
Koi Engineering Koi Buznis Man Bane Ka Kuwaish Mand Hain But Koi Youth Political
Worker Man Banne Ko Agree Nhi Aur Mojoda Govr Ne Youth Parlemnt Bi Bana Rakhi
Hain But Aaj Tak Youth Parlemnt Ka Mojod Politice Main Koi Import Role Dekhi Nhi
Dia Aur Aaj Pakistan Ka Mustakbil Roshan Nahi To Tariq Bi Nhi Hain Bs Zawal Ka
Shikar Hain Wo Bi Is Kandan Politice Ki Waja Se Aur Phir Bi Pakistan Ka
Mustakbil Bhot Roshan Dekhaii Deta Hain Aur Aj Ya Youth Genration Hi Iski Alamat
Hain