Kiya Election Time Par Ho Gay Ya Phir Delay
(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)
Election Ki Amad Amad Hain
Tamam Politice Opozition Parties Election Kit Taiyariyon Main Magan Dekhai De
Rahi Hain Aur Tamam Politice Parties Fori Wakat Phar Election Ka Inakat Chati
Hain Aur Bazahir P.P.P Bi Time Phar Election Ki Kuwish Mand Aur Saf O Shifaf
Election Ke Daway Kar Rahi Hain Election Waise To Time Phar Hi Ho Gay Idhar Dr
Tahir Ul Qadri Ne Election Comissinor Ki Tashkilay No Ke Lia Suprem Court Main
Petition Di Aur Suprem Court Ne Is Petition Ko Fori Tor Par Acept Kiya Aur Aaj
11 Feb Ko Suprem Court Ka 3 Rukni Banj Ch Iftiqar M. Ki Sarbarai Main Is
Petition Ki Samat Karen Ga Aur Dr Tahir Ul Qadri Kud Dalail De Gay Aur Dalail
Samat Ya Petition Manzoor Ho Jati Hain Suprem Court Main To Phir Election Delay
Hone Ke Waze Imkanat Peda Ho Jae Gay Aur Phir Election Multawii Ki Taraf Bi Ja
Saktay Hain Election Delay Hone Ka Faida P.P.P Ko Ho Ga Lakin P.P.P Election
Comissnor Ki Tashkilay No Nahi Kare Gi 2sri Janib Dr Qadri Ka Mutalba Ke Mojoda
Isambily Jald Az Jald Tahalil Ki Jae Aur Nighra Hakomat Banai Jae Aur P.P.P Jald
Isambily Tahalil Karne Par Mutafiq Nahi Idhar Rehman Malik Ne Bi Apne Ek Bayan
Main Yahi Waze Tor Kha Hain Election Delay Hone Ke Waze Imkanat Dekhai De Raha
Hain Aur Mojoda Halat Ka Bi Yahi Ishara Hain Aur Is Ka Confirm Faisla Aaj
Petition K Faislay Se Waziha Ho Jae Ga.