Peer Mazar Ul Haq Ki Mazrat Aur Wazzat Kush Aeind Hai

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

22 23 Date Ki Darmiyani Shab Sindh University Ki Convection Taqrib Main Subhaii Wazir-E-Taleem Peer Mazar Ul Haq Ne Waziha Tor Ya Bayan Diya Tha Ke Main Hyderabad Main University Nhi Bane Du Ga Aur Agr Hyd Main University Bani To Main Is Ki Raha Main Loh-E-Ki Diwar Bano Ga Ya Thay Peer Mazar Shaib Ke Ishtiyal Angazi Par Bane Bayan Aur Media Aur Tamam News Paper Ne Waziha Tor Par Ya News Nashar Ki Peer Mazar Ke Is Bayan Par M.Q.M Ne Shadid Itijaj Kiya Aur Hyd Ki Awam Ne Is Itijaj Main Bar Pur Apna Itijaj Record Karya Aur Karachi Ki Awam Ne Bi Bar Pur Sath Dia Hyd Ki Awam Ka Aur Sunday Ko Sindh Main Mukammal Hartal Ki Gai M.Q.M Ke Shadid Itijaj Ke Bad Peer Mazar Ul Haq Apne Is Bayan Se Mukar Gaya Aur Wazahat Pash Karne Lagy K Hyd Main Ek University Nhi 3 Universitya Bane Gi Aur Sindh University Ko Badnam Aur Sazishay Ki Ja Rahi Hai Mazi Main P.P.P Ke Zulfikar Mirza Ishtiyal Angez Bayan Dete Thay Aur Bad Main Mukar Jate Thay Ya P.P.P Walo Ka Shehawa Hai Aur Aaj M.Q.M Ne Peer Mazar Ul Haq Ki Sory Aur Mazrat Ko Kush Aiend Keha Dia Hai Aur Umeed Zahir Ki Hai Ke Peer Mazar Ul Haq Sindh Isambly Main Hyd University Ka Bil Manzor Karaye Hyderabad Main University Banna Ashad Zarorat Hai Aur Ya Hyderabad Ke Students Ka Bunyadi Haq Hai Hyd Kafi Bara Sheher Hai Sindh Uni Apni Jaga Ahamiyat Aur Maqam Rakti Hai Lakin Jo Youth Students Hai Muktalif Wajohat Ke Tehat Sindh Uni Nahi Ja Sakte Jo Isi Bina Par College Private Uni Main Parne Par Majbor Hai In Logon Ki Ashad Zarorat Hai Hyd Main University Bana Aur Jald Az Jald Hyderabad Main Gover. Sata Par University Qaim Ki Jae Aur Hyd Ke Nojawano Ke Best Feuture Ke Lia M.Q.M Ek Wahid Quami Politice Party Hain Jo Baraber Ke Haqoq Aur Bilkasos Karachi Aur Hyderabad Ki Awam Ke Bunyadi Sata Par Kam Karti Rahi Hain Aur Awaz-E-Haq Buland Karti Hai.

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 261955 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.