Pak Iran Gus Muhaida Kush Aiend Hain

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

Pak Iran Gus Muhaida Bi Kush Aeind Hai Pak Iran Gus Muhaiday Ki Bunyad 17 Saal Phaly Raki Gai Thi Gernal Perviz Mushraf Ki Hakomat Ne Ise Hatmi Paya Takmil Tak Puchane Ki Koshish Ki Magr Americi Dabao Ke Pash-E-Nazar Ya Muhaida Delay Ho Gaya Aur Ab Mojoda Hakomat Ne Is Muhaiday Ko Agay Bhrane Aur Mukamal Karne Ke Mansobay Par Kam Tez Kiya Pak Iran Gus Muhaiday Ke Sath India Ne Bi Apni Energy Ko Pura Karne Ke Lia Is Muhaiday Main Sharik Hona Cha Mager India Americi Dabao Bardasht Nhi Kar Saka Aur Foran Is Muhaiday Se Alaag Ho Gaya Pak Iran Gus Muhaiday Main America Sub Se Bari Rukawat Hai Aur Is Mansobay Ko Katam Karane Main 2nd Mulko Par America Ne Kub Dabao Dala Aur Iran Par Mazid Iqtisadi Pabandia Aied Karne Ki Dhamkia De Ja Rahi Hai Aur Pakistan Ki Energy Puri Karne Ki Yakin Dhehani Kar Wa Raha Hai America Aur Iske Hawari Kise Surat Pak Iran Gus Muhaida Chatay Hi Nahi Hai Pakistan Ka Iran Se Gus Lena Apni Energy Ki Zaroriyat Ko Pura Karna Hai Aur 2nd Mulko Ka Apas Main Copret Karna Wakat Ki Aham Zarorat Hai Ab 2 Roza Sarkari Doray Par Sader-E-Pakistan Asif Ali Zardari Ka Iran Jana Is Muhaidy Ko Hatmi Shakal Dena Hai Irani Sader Ahamadi Nisad Aur Suprem Leader Ayat Ullha Kamnaie Ne Waziha Tor Par Kha Ke Hum 2nd Mulko Ko Americi Dabao Ko Mustarad Kar Dena Chaia Aur Sadar Zardari Ne Bi Isi Bat Ki Tahid Ki Aur Kha Ke Pakistan Ka Iran Se Gus Lena Mulki Energy Ki Kami Puri Karna Ashad Zarorat Hai Tamam Dabao Ko Balaye Tak Rakh Kar Ya Mansoba Ab Mukamal Ho Jana Chaia America Ka Ya Kehna Ke Pakistan Iran Se Gus Na Le Wo Pakistan Ki Energy Puri Kare Ga Jab Ke Sub Bakobi Jante Hai America Ne Pakistan Ko Siwaye Barbadi Aur Ruswai Ke Kuch Nhi Dia Is Lia Mujoda Hakomat Aur Aienda Ane Wali Hakomat Ko Mulki Mafad Main Wasi Tar Faislay Karne Chaia Tamam Dabao Ko Balaye Tak Rakh Kar Gawadar Muhaiday Ki Tarha Ya Muhaida Bi Karamd Muhaida Hai Pakistan Ke Lia.

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 244109 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.