Quaid-E-Azam Ka Iqtabas Zameen Ka Ek Tukra
(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)
Quaid-E-Azam Mohammad Ali Jinha
Ne Islamia College Peshawar 31 Jan 1948 Ke Kitab Main Farmya Tha K Hamara
Mutalba Ek Zameen Ka Tukrra Hasil Karna Nhi Balkay Asi Tajarba Ga Hasil Karna
Chatay Thay Jahan Hum Islam Ke Asulo Ko Azma Sakay Quaid-E-Azam M.A.J Ka Farman
Par Aaj Humhe Consider Karna Chaia Qaireen Qayam-E-Pakistan Ke Bad Se Le Kar Aaj
Tak Jitni Bi Hukmira Jamatain Iqtidar Main Ayi Hai Kia In Tamam Siyasi Jamatun
Ne Islam Ke Asulo Ko Azmaya Nhi Her Giz Nhi Tamam Ki Tamam Siyasi Jamatuin Ne
Apne Zati Mafad Ke Asulo Ko Azmaya Aur Apni Nakam Jamoriyat Ke Name Par Apne
Zati Asulo Ko Parwan Charaya Aur Awam Islam Ke Asulo Ki Dhajjiya Ura Kar Rakh Di
Aur Her Ane Wali Nam Nehad Jamori Hakomat Ne Quaid-E-Azam M.A.J Ke Manshoor Aur
Farmoodad Ke Tehat Pakistan Ko Chalany K Apne Mafad Manshoor Aur Farmoodad Ke
Tehat Chalaya Watan-E-Aziz Ko Aur Yahi Waja Thi K Pakistan Main 65 Saal Se
Jamoriyat Ka Faqatdan Raha Aur Yahi Waja Hai Ke Jamoriyat Pakistan Main Mazbot
Hi Nahi Ho Saki Aaj Tak Hasal Jamoriyat Wo Hoti Hai Jis Main Mulk Aur Awam Ki
Fala Bahabod Jan O Mal Ke Tahafoz Khush Hali Salamti Aur Taraqi Mayar-E-Zindagi
Ki Ala Sata Par Kam Kiya Jae.