23 March Pakistan Day
(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)
Har Saal 23 March Ko Youm-E-Pakistan
Day Manaya Jata Hain 23 March 1940 Ko Lahore K Minar-E-Pakistan Banay Ki
Qarardad Manzor Hui Taqsimay Hind Ki Jidojahad Jari Thi Pakistan Ko Hasil Karnay
Ke Lia Quaid-E-Azam Mohammad Ali Jina Sir Syed Ahamad Khan Aur Digar Rhanumao Ki
Sarbaraii Main Crorro Musalman Yakja Aur Ek Plat From Phar Jama Thay Ek Azad
Pakistan Ke Asool Ke Lia Aur In Azim Baniya Pakistan All Muslim League Ki
Sarbaraii Main Ya Azadi Ki Tehareek Shab-O-Roz Zor Aur Power Pakar Rahi Thi Aur
Indian Congress Bartanivi Samaj Ne Na Chatay Huway All Muslim League Ke Mutalbat
Mannay Phar Majboor Hui Aur Phir All Muslim League Ne 23 March 1940 Ko Ya
Qarardad-E-Pakistan Manzoor Kara Li Is Azadi Ki Tehareek Main Tamam Firqo Ke Log
Aur Tamam Zaban Bolnay Walay Sub Ek Sachay Musalman Ke Tor Yakja Thay Is Waqat
Koi Shiya Sunni Wahabi Aur Koi Sindhi Punjabi Bangali Nhi Thay Sub Musalman Thay
Aur Ek Azad Watan Ke Lia Kosha Thay Aur Phir Yahi Wo Itehad Tha Jis Ki Bina Phar
Ya Samar Ek Azad Kud Muktar Zarkaiz Mother E Watan Humhe Mila 23 March K Hawalay
Se Lahore Minar-E-Pakistan Bhot Ahamiyat Ka Hamil Hai Qk Yaha Se Bhot Se Seyasi
Partyon Aur Inkalabi Tehareeko Ne Janam Lia 23 March1940 Ki Histry Sub Jante Hai
Lakin Hamari Kuch Genration Asi Bi Hai Jo 23 March 1940 Ke Mutaliq Bilkul Bi Nhi
Janti Iski Bunyadi Waja Watan-E-Aziz Main Taleem Ki Kami Aur Bhoran Hai Aur
Janay Wale 23 March 1940 Qayam-E-Pak K Mutaliq Jantay Hai Ya Pyara Mother E
Watan To Allha Ki Ata Karda Ek Bhot Bari Nemat Hai Ya Dr Allama Iqbal Ka Khuwab
Aur Quaid-E-Azam M.A J Ki Tabeer Hain
Hum To Mit Jae Gay Aye Arz-E-Watan
Lakin Tum Ko Zinda Rehana Hain Qayamat Ki Sehair Honay Tak.23 March