Election Quom Ki Azmayesh

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

Puray Mulk Main Election Ka Bukar Baray Zor O Shor Se Chara Huwa Hai Seyasi Jamatain Bhar Char Kar Apni Kamyabio K Daway Kar Rahi Hai Media Par Bi Meherka Arrayi Jari Hain Mager Quom Goom Soom Hain Waja Saaf Hain Seyasat Dano Ke Hathon 66 Saalo Se Wo Bewaqoof Banti Arahi Hai Aur Andesha Hai Is Election K Bad Bi Wahi Seyasat Dan Hain Aur Wahi Seyasi Jamatain Ek 2sray Ko Sahara Dekar Seat Add Jastmind Kar Ke Phir Kamyab Ho Jae Gi Imran Khan Intekabat Main First Martaba Puri Taiyario Ke Sath Ward Huway Hain Jinka Manshoor 90 Din Main Currption Katam Karne Ka Daway Dar Hai Jis Par Baqol Shaher K Kushi Se Mar Na Jate Ager Atbar Hota Her Chooran Bechnay Wale Ko Chooran Ki Afadiyat Ka Pata Hota Hai Magr Wo Karidar Ke Samnay Mubaliqa Amaz Daway Karke Bechnay Main Kamyab Ho Jata Hai Aaj Kal Kuch Asa Hi Karo Bar Humaray Seyasat Dan Is Election Main Karte Huway Nazar Arha Hai Kahi Kahi To Awam Bi Election Se Mehafooz Ho Rahe Hai Lakin Election Ki Ghama Ghoomi To Door Tak Nazar Nahi Arhi Aur Ab Election Main Ek Maha Se Bi Kam Time Hai Aur Kakzat Manzoori Na Manzoori Ka Dhara Dhar Silsela Albitta Nigran Hakomat Se Awam Ko Jo Umeedain Wabasta Thi Wo Bi Poori Nahi Ho Rahi Rahi Inki Sumaj Main Nahi Ata K Election Kese Sheefaf Hongy Seyasi Wabastagiya To Sub Par Aayea Hai Sirf Chahary Badlay Huway Hai Kash Quom Kud Ya Faisla Karen K Isne Mulk K Bhoran Se Nikalnd Hai Bahir Se Akar Koi 2sra Nahi Nikalay Ga Hum Zat Beradari Ko Chor Kar Sahi Umeedwaro Ko Chun Le To Mulk Gardab Se Nikal Sakta Hai Ab Allha Pak Ne Humhe Ya Nadir Moqa Election Ki Shakal Main Diya Hai Is Moqay Par Ya Kehna K Hum Kiya Kar Sakte Hai To Ya Haqiqat Se Farar Hai Haqiqat Ya K Naro Wado Se Mulk Taraqi Nahi Karte Iske Lia Education Effords Zaroori Hai Wo Hum Sub K Mil Kar Karni Chaia Aur Na Umeed Nahi Hona Chaia Kud Ko Ya Mulk Ko Bura Bhala Kehnay Se Taqdeeray Nahi Badalti Quom Ko Qurbaniyan Deni Pharti Hai Ayeya Is Election Se Apni Taqdeeray Badal Kar Quaid-E-Azam Ke Pakistan Ko Sahi Simt Main Gamzan Karen Dara Sal Ya Election Quom Ki Azmayesh Hai Soch Sumaj Kar Faisla Karen.

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 261799 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.