Hamaray Halaat

(Zaman Malik, Karachi)

Sab Say Phaylay Salaam:

May Apni Baat Ko Shuro Karta Ho K Mana K Afganistan May Halat Qabo May Nahi Hay Tu Tum Gari Gari Bol Bol K Wo Halaat Karachi May Kyun Laa Rahay Ho Kia Zarorat Hay Aap Gari Gari Ya Bol Rahay Ho K Talban Karachi Ka Rukh Kar Rahay Hay Kyun Karay Gay Hamari Fouj Kia Chany Bachnay K Leya Bhati Hoi Hay Wo In Baaton Say Aagha Nahi Ho Gi Kia Jitna Un Ko Pata Hay Utna Tum Ko Tori Pata Ho Ga Missal K Toor Par Aap Kisse Masaoom Banday Ko Chour Kehtay Ho Or Sab Ko Bata Detay Ho K Ya Chour Hay Aab Wo Kia Sochay Ga Badnaam Tu Ho Hi Gaya Ho Tu Chour Hi Ban Jao Tu Ya Talban Talban Kar K Talban Ko Karachi May Gusa K Hi Dum Lay Gay Thanks For Care All Pakistani
 

zaman farooqi
About the Author: zaman farooqi Read More Articles by zaman farooqi: 16 Articles with 24412 views (trough poetry is my passion)

THE POET IS ONE MAN IN THIS WORLD WHEN HE AXPRESS SORROW HIS OWN WRITE THE OWN WRITE SHAPE IS CALLED POETRY. < AF
.. View More