Electricity (BijLi)

(junaid Ellahi, multan)

Asslam.0.alaikum Dosto. Pichle 6, 7 saal0'n se Electricity ( bijli) ki kami ne apna mukaam b0hat kho0b bna liya. Load shedding b0hat zyada ho Gai hai. Ufff kuch yo0n loadsheding ne sataya huwa hai. K bijli ka naam suntey hi l0g shadeed Gham o Gussey ka Izhar kartey Hain. Me Hairan h0ta ho0n k Hamari G0vernment itni Mehngi bijLi q Khareedti Hai. Jb k Agr hum n0rthern Area's ki taraf jayein tou wahan jo Nadiya'n, nehrei'n hain wahin par deim bnaein. Jin se 2000 se 5000 mega watt Bijli bnai ja sakti Hai. Jab k hamare Medani or pahari ilaq0'n mein jahan sara saal Hawaein chalti hain or Suraj ki Garmi Rehti. Yahan Hamein Wind Mills 0r S0lar electricity ko tarjeeh deni chahiye. Agr aisey average 50 unitx lagain t0u hamein kam se kam 1000 mega watt bijli mil sakti hai. tarakki pazeer mulk'0n mein agr hum Un k Villages ka Visit Karein t0u wo l0g Bhens K g0bar se Gas bnate n Phir us Gas se Bijli bnate hain jo un ki zr0ort k liye b0hat h0ti hai. Kenya or Bangladesh k Aksar Villagex or Shehar0n mein or Africa mein zyada tar l0g apni madad ap k tehat bijli bana rahe hain. Wo l0g suraj ki madad se s0lar Electricity hasil krte hain. Din Bhar suraj ki r0shni se Electricity bna kr Battery full kr li jati jis me atleast itni Bijli hoti hai k raat bhar 1 pankha or 2 Li8s jall sakti Hain. Agar Hum b s0lar Energy se Faida uthayein t0u yeh Hamare Liye faida mand hai. Agar Hum Average 25,000 ka s0lar system banwaein. Tou hum us se 1 pankha, or 2 liGhtx jalane k liye bijli bna sakte hain. Or iss Se bijli ki kami ka masla kafi had tak khatam ho sakta hai. Even Pakistan mein Itne Wasail m0j0od Hain k Hum 50,000 se 60,000 mega watt bijli bna sakte hain. Jb k hamari zarurat sirf 20,000 mega watt tak hai. Hum l0g mehange tareeke se bijli bna rahey. Jb k sasti bijli bnai ja sakti hai. Lekin Agr k0i s0chey t0u. Hamare yahan itni mehangi bijldi Khareed li jati hai. Lekin b0hat si aisi mistakex hamare Electric meters mein hain.

For Example. Hamare Mulk mein jo Electric Meter istemal h0tey hain in ki Reading sahi nai h0ti. Is se Bijli ka zya zyada h0ta hai.

Mere pas likhne ko Lafz kam Hain. Mein sirf itna kehna chahta tha k Hamare mulk mein jahan 4 m0sam, nehrein, darya or Kaseer tadaad mein Nadiyaa'n hain. Wahan hum l0g Khud bijli paida karne ki bajaye. Dusre mulk0'n se directly or indirectly Mehangi Bijli khareed rahe hain. Ok. Thanx Ap c0mments kar k btana k kahin mujh se Galti t0u nai hui. Or agar meri k0i baat buri lagi t0u Muaaf karna. ALLAH HAFIZ.

junaid Ellahi
About the Author: junaid Ellahi Read More Articles by junaid Ellahi: 13 Articles with 62676 views I am junaid Ellahi from Multan Pakistan. I am a DAE DIPLOMA Holder.. I am Shy. BY Nature,
a True pers0n. N its My Passi0n. Inn0cent By Mistake. Well
.. View More