Mera Khwab
(fari, tando mohammad khan sindh pakistan)
Ak Larki Jo Kai Khwab Dakh Kar
Is Dunia Main Ati Hai .Jab Wo Choti Hoti Hai Apny Khlon Main Apni Kushyon Main
Dobi Hoti Hai Jab Barti Hai To Us Ki Umar Kay Sath Sath Us Ki Zmadariyan B Barny
Lagti Hai Ye Ak Larki Ki Khani Hai Jo Apny Ama Baba Say Bhot Pyar Karti Hai Un
Ki Khushyon Ka Khayal Un Ki Izat Un Ki Pareshin Ma Un Ka Masolon Ko Hal Karna
Sab Ko Kush Rakhna Us Ki Fitrat Hai Wo Bas Yahi Chahti Hai Ka Us Ky Ird Gird Log
Khush Rhen Wo Apni Graduation Khtam Karti Hai Phr Usy Gar Ki Zmadari Sambalni
Parti Hai Us Ki Ami Bamar Rhti Thi Gar Ka Kam Bhen Bhayon Ko Sambalna Baba Ka
Khyal Mahman Sab Kuch Usy Karna Parta Hai Us Larki Ki Jan Us Ki Ami Aur Us Ka
Baba Main Hoti Hai .Achank Us Kay Baba Umara Karny Kay Lie Jaty Hain Us Ki Walda
Bht Bht Bmar Par Jati Hai Ye 2010 Ki Bat Hai Wo Apni Wlda Kio Hospital Main
Admit Karti Hai Aur Har Par ALLAH Pak Say Duaa Mangti Hai Kay Us Ki Walda Theek
Hojai Bas Us Ky Baba Kay Any Ki Dair Thi To EID UL FITTIR Kay 5th Day Par Us Ki
Ami Ki Death Hogai Us Larki Ki To Jasy Sab Kuch Khatm Hogay Wo Akeli Rh Gai Jasy
Gar Ki Zmadari Sab Usy Akele Sambalna Pra Ab Larki Wo Ak Wakeel Hai Apni Ami Ki
Duaon Ki Badolat.