Piyar and Judai

(Rida aslam, Sargodha)

Bht Dafa Is Dunia Main Aesa Hota Hai K Hamain Kisi Se Pyar Ho Jata Hai,Bht Se Log Apna Sab Kuch Allah R Us Ki Makhlooq K Leay Waqaf Kar Dty Hain Lekin Aik Muhabbat Ishq-E-Majazi Hoti Hai Jo K Insaan Ki Nature Main Hoti Hai Zindgi Main Kabi Na Kabi Ap Ko Pyar Zror Hota Hai R Shaid Kuch E Log Hun Jo K Kisi Aik K Leay Pyar Ka Sacha Jazba Na Rakhtay Hun Lekin Sawal Yeh Hai K Kia Dunia Main Insaan Koo Sachee Muhabat Mil Saktii Hai? Meray Khyal K Mutabiq Insaan Koo Sachee Muhabbat Mil Sakti Hai Agar Insaan Us Koo Itna Pyar Dy K Woo B Ap Ko Pyar Dny K Qabil Ho Ap Us K Leay E Dua Mangoo R Us Ki Taraqi K Leay E Dua Kroo..................

Heer Ranjha,Saasii Punoo Aesi E Misalain Hain Lekin Is K Leay Ap Ko Sincerity Chaheayy Agar Ap Sincere Hain Too Yaqeen Rakhain Us Allah Ki Zaat Pe Jo Ham See 70 Maun See Ziada Pyar Karta Hai Woo Ap Ka Pyar Ap See Juda Ni Kryy Ga Agar Kabii Juda Hoo B Gye Too Samajh Lena Is Main Usiii Kikoii Maslihat Hai Q K Ham Nai Jantay K Hamaray Lye Kia Behtar Hai Kia Nai .

Kia Ham Ne Kabi Socha K Ham Dunia Main Ishq-E-Majazi Ki Judai Bardashat Nai Kartay Baaz Dafa Jaan Tak Dyy Dtyy Hain Lekin Hamara Rab Jo Ham Se Itna Pyar Karta Hai Ham Ne Kbi Din Main Aik Namaz B Dil Se Khashoo Khazoo Se Parhee Hoo R Us Se Apnay Amaal Ki Maafii Mangii Hoo Us Se Dua Mangee Hoo K Hamarii Dunia R Akhrat Dono Sanwar Dyyyyyyy...................

Sirf Sochna Nai Hamain Amal Karna Hoo Ga Hamain Sacha Musalman Banna Hoo Ga.InshaAllah

Rida aslam
About the Author: Rida aslam Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.