Pyar aur pasand kiya ha?
(Zimran Mughal, Rawlakot)
Aj Me Aap Ko"Pyar" Aur "Pasand"
Me Kuch Shortly Magar Zrori Farq Btana Chahta Hon.Yad Rahe K Yeh "Pyar" Aur " "Pasand"
Ashqi K Lehaz Se Hein.Sb Se Pehle Pyar K Bare Me Kuch Batein Aur Phir Pasand. "PYAR"
Aur "Pasand" Pehli Baat To Yeh Hai K Pyar Kiya Nahi Jata Belke Ho Jata Hai To
Phir Us K Baad To Zaern Kerna Perta Hai.Pyar Me Doo Cheezein Yad Rakhein.Pyar
Hota Hai Ya Phir Nahi Hota.Per Aam Halat Me Pyar Zindagi Me Aik Na Aik Bar Hota
Ahi.Pyar Ka Ehsas Baz-O-Kat Us Waqt Hota Hai Jb Aap Os Se Dor Hn Jis Se Aap Ko
Pyar Hone Wala Hota Hai Per Yeh Baat Her Aik K Sath Nahi Hoti.Ab Kuch Baat Agr
Pasand K Bare Me Keron To Us Me Yeh Hai K Aap Ko Koi Pasand Hai Aur Aap Kehte
Hein K Muje Os Admi Mein Wo Khobian Nazar Ati Hein Masln(Achi
Batein,Sachai,Dosron Ka Khayal,Us Ki Khobsorti,Uski Chal) To Aap Ko Pasand Hai
Is Waja Se K Us Me Boht Si Khobiyan Hein.Shortly Mere Kehne Ka Mutlab Yeh Hai K
"Pyar" Me Aap Kisi Ki Khobsorti, Zaer-O-Batin Se Shyed Mutasir Nahi Hote Blke
Aap Ko Us Shaks Se Koi Khas Lagao Ho Jata Hai.Is K Beraks Pasand Me Aap Ko Kisi
Ki Khobi Mutasir Kerti Hai Aur Aap Ko Lagta Hai K Aap Ko Us Se Pyar Hogya.Mumkin
Hai Is Sorat Mein B Pyar Hona Per Aik Lehaz Se Ye Pasand Hoti Hai.