Ishq-e-majazi

(Rida Aslam, Sargodha)

Ishq-E-Majazi Main Aik Na Aik Din Aesa Zroor Aesa Ataa Hai K Jab Insaan Akela Reh Jata Hai..............
Us Ka Wo Mehboob Jo Us Se Bht Pyar Karta Hai Jo Us Se Saath Jeeny Marny Ki Qasmain Khata Hai Wo E Us Pe Ehtibaar Karnay K Leay Tyar Nai Hota....................

Lekin Aik Us Rab Se Ishq Hai Jahan Kabi Dhoka Nai Milta Jo Insaan Se Satar Maun See Ziada Pyar Karta Hai Usi Se Ishq Sucha Hai Baqi Sab Fani Hai.....................................

Ya Allah Hamen Apna Bna Ly Hamen Gunahun Se Bacha Ly Hamen Apna Bna Ly Mery Moula Hamen Apna Bna Ly................

Ham Is Dunia Se Tang Agye Hn Mery Maalik Tu Hamen Toofiq Ata Farma K Ham Tery Ehkaam K Mutabiq Zindgi Guzaar Skun..................
..Ameen Sumameen
 

Rida Aslam
About the Author: Rida Aslam Read More Articles by Rida Aslam: 3 Articles with 5054 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.