Money Is A Big Enemy....

(Sana , Karachi)

Paisa Aj Kal Bht Zarurat Ki Cheez Hai Is K Bagair Insaan Ka Is Dour Mai Agai Chalna Mushkil He Ku K Aj Kal Har Cheez Paisoun Sai Hoti Hai Par Aj Kal K Dour Mai Ye Hamaray Liye Ek Buri Cheez B Ban Chuki Hie ... Is Ki Missal Mai Ap Ko Ek Kahani Sai Dainai Jarahi Houn.

3 Bahi Or 2 Bhenien Thy In Mai Sai Ek Bahi Wakeel, Ek Teacher Ek Bussiness Man Tha Or Bhenoun Nai B Parhae Ki Par Un Ki Shadi Hogae ... Ek Bahi Nai Love Marrige Karli Or 2 Ki Arrange Hogae.... Jaisay Jaisay Waqt Guzarta Gaya 1 Bahi Taraaki Ki Seerain Charta Raha Sirf Apni Mehnaat Ki Bina Par Par Do Bhae Mehnat Nai Kartay Thay Sirf Chatay Thy K Paisay Asay Hi Mil Jaye,,,, Jis Ki Love Marrige Hue Thi Shadi K Bad Apni Bv Ki Sunnani Lagga Tha Or Bv K Khenai Pai Apna Kitchen Bussiness Man Walay Bahi Sai Alag Kardia Ku K Wo Jalti Thi Un K Paisoun Sai... Par Buissness Man Wala Bhae Apnai Sibilings Pai Jan Chirakta Tha Or Bht Naik Tha Us Ki 3 Betain Or 1 Beta Tha Jin K Liye Wo Kamata Tha Wo Apni Bv Bachoun Sai Bht Pyar Karta Tha Us K Chotai Bhai Nai Us Ki Tarakki Ki Waja Sai Bht Sunaya Phr Us Nai Apnai Paisay Apnai Bahi Ko Diye Or Sirf Apnai Bahi K Khatir Apni Mehnat Ki Kamaae Sai Banay Hua Ghar Bhai Ko Dai K Agaya Aj Wo Kiraye K Makkan Mai Sirf Apnai Bv Bachoun K Liye Jee Raha Hei Uski Betian Khubsurat Bht Hien MashAllah Or Parhi Likhi B Har Tym Top Karti H Class Mai Jis Sai Us K Ghar Walai Or Jaltai Hein Sab Behan Bhayoun Nai Bussiness Man Walay Bahi Ko Akela Chor Dia Or Jab B Paisoun Ka Kaam Ata He To Apnai Isi Bahi Ko Call Kartai He Or Wo Naik Insaan Jab B Is Ki Madad Kar Daita Hein Us Nai Apnai Behan Bhayoun K Liye Sara Paisa Kharch Kardia Or Ab Betioun K Jehaz Ki Fikar Karta He Sirf Paisoun Ki Waja Sai Bhai Behnoun Nai Us Ko Chor Dia.....Or Ye Such Kahani HE

Mai Asay Logoun Sai Nafrat Karti Houn Jo Apnai Bhayoun Ki Tarraki Sai Nafrat Akrtai Hein ...Allah In Jaisay Logoun Ko Akal Dai...Ameen Or Ham Sab Ko Tofeek Dai K Kabhi B Paisoun Ki Waja Sai Ek Dousrai Sai Nafrat Na Kar Bethay...Ameen ...Jahan Paisa Itna Zaruri Hei Waheen Ek Jaga Paisa Diloun Ko Kharab Karaha Hein ... Allah Hamein Hidayat Dai...

sana
About the Author: sana Read More Articles by sana: 3 Articles with 245746 views m a simple gurl....dun love fashion.... bt some tyms i do fashion ...i m a big fan of my father...and i want to make him proud by my hard work:)
mra
.. View More