AOA is counrty k halat per to
jitna roya jaye kum hay. woh maqsad hi nahi raha jis k liye yeh mulk aazad hua.
hum se aik chota sa pak hi nahi sambhal raha. is ki wajah 60 saal se 2 teen
khandan is mulk ko apni wirasat sumhajtey hain baap nahi to beti beti nahi to
beta kyun yeh khandaan apna hi kyun souchtey hain. is se to behter hay k is
country per fouji hukomat hi rahay kum se kum woh sincere to hain apna to nahi
souchtey mulk ki bhalye k liye kertay hain. jo bhi karain humari aik baat boht
bori hay jo hum per ehsaan kerta hay hum uski hi gerdan per paoon rakhtay hain
or yeh nahi dekhtay k jo hamari gerdan per paoon rakh ker agey chalay ja rahay
hain apna balance berha rahay hain or hamaray country ko kerzoon main dooba
rahay hain. president sahab ne hamara itna kerza maaf kerwaya hay k agar hum pak
ko girvi bhi rakh daytay tub bhi nahi uterta or yeh kerza un selected khandano
ki wajah se tha laiken ab woh phir aa gye hain hukomat kerna balkey is mulk ko
mazeed kerzoon main dobaney hamari qom hi kharab hay. education to in k paas hay
hi nahi is liye sahi or ghalat ka maloom nahi in ko kia kiya ja sakta hay yeh
qom jahil thi hay or rahay gi.