Nawabzada Liaquat Ali Khan
Pakistan Ke Pehle Wazir-E-Azam Bane.Unhnu Ne Tehreek -E-Pakistan Meh Bhi Kabl
Qadr Hadmaat Sr Injaam Den.Wo Ak Azeem Leader The.Sola Ocotber 1951 Ko Liaquat
Ali Rawalwindi Aye .Wahan Un Ko Kisi Sarkri Kam Ke Silsilah Me Ana Parha..Is Key
Saath Unho Ne Rawalpindi Ke Companybagh Se Khatab Kye.Us Waqt Un Ke Secretary
Bhi Un Ke Sath The.Jb App Airport Pr Uttre Tu Ak Bht Barhe Hajoom Ne Aapka
Istaqbal Kye. Aap Ko Guard Of Honour Bhi Dye Gye.Meeting Teen Bje Shuroh
Howi.Aap Waqt Ke Mutabiq Char Bje Wahn Ponch Ge.Wahan Bhi Loggon Ne Aap Ka Barhe
Ache Se Istaqbal Kye.App Ko Wahan Stage Pr Ane Ki Dawat De Ge.Loggon Ne Br Poor
Taraiqe Se Talan Baje .Aap Ne Apni Taqreer Shoru Ke Aur Kaha Ah"Brathran-E
Millat" Pistol Chalne Ki Awaaz Ayi.Nawabzada Gr Gye.Un Ko Right Side Pr Goli
Lagi.Un Ke Secretry Age Barhe Aur Un Ka Sr Apni God Meh Rakha.Pani Mang Wa
Gye.Unho Ne Pani Ne Piya Aur Kalma Parha.Un Ke Akhri Alfaz Ye The "Khuda
Pakistan Ke Hifzat Karna".Wo Shaheed Ho Geh.Us Ke Baad Un Ko Cmh Muntiqal Kye
Gye .Jahan Doctors Ne Unki Moot Ki Nashandahi Kye.Un Koshahid-E-Millat Ka Tittle
Dye Gye. Is Taarh Is Azaam Leader Ki Zindagi Ka Hatma Ho Ghe.