Home » Blogs »



This survey is purely on scientific calculation basis, One vote is based on one person/PC.

صدر پرویز مشرف مستعفی


18 اگست 2008 کو صدر مشرف نے اپنے مستعفیٰ ہونے کا اعلان کیا اور اعلان کرتے ہی کراچی اسٹاک مارکیٹ میں تیزی کے ساتھ ساتھ روپے کی قدر میں بھی اضافہ ہوا بظاہر تو یہ سب اچھا لگ رہا ہے لیکن آپ کی رائے میں صدر پرویز مشرف کا مستعفیٰ ہونا صحیح ہے یا غلط-

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
آپ نے جا کر اچھا نہیں کیا ان ظالموں کے پاس ہمیں چھوڑ گئے
Rizwan Maqbool, Karachi Wednesday, August 20 2008
بلکل صحیح ہے کیوں کہ وہ ایک ظالم شخص تھا
badam khan, karak Wednesday, August 20 2008
Salam to all

Jana sub ko parta hay, Kush ko phalay kush ko bad main. Jahan rahain Kush Rahian

ashfaq Ahmad , lahore Pakistan Wednesday, August 20 2008
Hi, this is to the people of Pakistan that you are a blind nation including me my self we are all blinded your these theaves, self prclaimed leader of Pakistan, these are the one's who louted Pakistan before also and ran away and now after 8 year they suceeded in the there mission to remove Mr. President (Pervaiz Musharaf) the wall for them for louting Pakistan again. Now when our beloved, brave & honest President is gone due to us the people of Pakistan, these leader's Zardari and Nawaz Sharif will again do what they did in the past. May ALLAH bless our Nation. Long Live Pakistan.
Asif Rehmat, Karachi Wednesday, August 20 2008
جو ہوتا ہے بہتر ہوتا ہے۔
adeel, faisalabad Wednesday, August 20 2008
musharraf was and is a real leader. one day nation will solute him for his all good deeds. he is the only person after Quaid-e-Azam and Zulfiqar Ali Bhutto who has the ability to lead.
annadil, karachi Wednesday, August 20 2008
afsos is baat kaa hay k pakistan ko bany 61yrs hogai or ye qom abhi tak apna leader nahi chun saki jo may bachpun say daikh raha hoon yaha kay haalat at now i am 31YR OLD but same situation jamhoriat aaigi laani hai jamhoriat nahi hai yah jamhoriat hai kia pata hai kisi ko mai nahi samajh paya bcz jo pichlay 61yrs say dhondi jaarahi hai .iskai ilaawa its true k jo kaam pervaiz musharraf saahib ki qayaadat mai poorai mulk bilkhsoos khi mai jo kaam hoye qaabile tahseen hain.resign kar k unhonai daanishmandana kaam kia kio k yeh lootairay jis mai kisi nai milaain india aor saudia mai kholi hain. or kisi nai baahir banko main paisaa rkkha hai in logo k paas itna maal hai k ager yah sacchay pakistani ho to mulk kaa qarza aik din ki baat hay utaarna laikin nahi in logo baghairto ko sirf khaana or lootnaa aataa hai.aik shakhs nai aaker mulk may itnaa kaam kia uski saari kaarkardagi aik side kabhi wardi to kabhi muwaakhzaa what is this or hamar media jisko zaban di sadar nai usi kay khilaaf poori dunia mai campaign chalaaigai sadar bush kia kam mujrim duniaa kaa hai mager us k mulk kai media nai kabhi itnaa khilaaf nahi kaha us k baarai main.mujhai afsos hum pakistaanio per k jahaan jo lai chalai pichai chal partai hain koi mazil nahi hamaari koi raahnuma nahi hamaara jo diakhaa maana jo suna smjhaa.ALLAH TAALA HUM PAKISTAANIO KO SAMAJH DAI ACCHAI BURAI KO SAMAJHNA KI.(AMEEN)
muhammad faiz ahmed attaari, karachi Wednesday, August 20 2008
Every-one, who holds any public office, is citizen of Pakistan and must be impeached for what he/she has done.
Mr. Musharraf has sold our brothers & sisters agaist Dollars. He burnt students at Lal Masjid. He killed our own people at Wazirastan and other parts of NWFP. He must be punished....
Naveed Ahmed, Gujranwala Cantt. Wednesday, August 20 2008
پرویز مشرف جیسا لیڈر اس قوم کو کیا زرداری میں مل ہی سکتا۔۔۔۔۔ اپنے پاؤں پے خود ہی کلہاڑی ماری ہم نے۔
ilyas ahmad, dera ismail khan Wednesday, August 20 2008
Asalam-walikum...!! Janab Meri Raaye k Mutabik Yeh Bilkul Acha nahi hoa ... Aisa nahi hona chaye tha....Hum nay Ek Azeem Rehnuma Khoo diya ... jis nay pakistan k liye Kitne Challanges liye or pure kiye Kuch bi tha Jaisa bhi tha Pakistan ko Itne Saalon Tak Baandh ker Rakha Tootne nahi diya...Himmat say Sab Challanges ka muqabla kiya.... Aaj kisi dosre mulk ki himmat nahi k pakistan ki taraf Ghalat nigha say dekhe ... Yeh sab Pres: Musharaf ki hi policies thin ... kuch Ghalat bhi hoa ...Ghaltiyan Hum sab say hoti hain.... Hum sirf Ghaltiyon ko hi kiyon Exposse kerty hain... Acchiyan kiyon nahi batate..... TV Per Dekha buhat say log Bhangea Daal rahe hain Mithayean bant rahe hain yeh wohi log hain jo Pehle Nawaz Shareef k jane k baad aise hi naach rahe thay... in ko samjh nahi kiyon k hum log apne purane tareekon ko Follow kerty aaye hain khud kuch nahi sochte.Nachne Bhangra Dalne or Mithayian bantne ka bahana chaye bas ..... Koi Insan Pakistan k liye kuch kerne lagta hai khud hi us per Ilzam Laga daite hain or hata daite hain...... is per mujhe Ek buhat purana Joke Yaad aaya hai.... Dozak k khadde( Holes ) Wala .... Dozak main buhat sare holes hoty Jin main Muktalif Quaomon (nation) hoti hai Or Sab Holes k uper Ek Gurad Hota hai jo Un hole main say nikalne walon ko sar per Danda mar ker under kerta hai...... Sirf ek Hole per koi Gurad nahi hota ..Pocha jata hai yeh kis Qaom(Nation) k logon ga hole hai... or is per Gurad kiyon nahi hai..... Bataya jata hai k Yeh Pakistan ka hai Or is per Gurad Rakhne ki Zaroorat nahi ...kiyon k jab bhi koi bahir nikalne ki koshish kerta hai neeche say Ander mojood Dosre log Khud hi Tang kahich laita hai....... Soo Guys.....Kehna mujhe buhat kuch tha mujhe is baat ki puri Tawaqu hia k buhat say logon ki meri baatien pasand nahi aaye gi lakin Sach Hameesha Karwa hota hai OR Jhoot ko Accept kerna Asaan hota hai....... Meri dua Hamesha Say Pakistan k sath hain... ALLAH Pakistan ko apne Hifzo Amaan main Rakhe ... Ameen ....
Faisal Qureshi, Hamara Karachi Wednesday, August 20 2008
سلام سب کو میں خوش نہیں ہوں۔
khawer Raza, Multan Wednesday, August 20 2008
It is no doubt Musharaf is intellignet and master mind. I think if Musharaf and Shoukkat Aziz both take honest Part in Pakistan then Pakistan can be successful verysoon. But they were not honest with Pakistan they did what America said. Musharaf take action against Lal Masjid that was very sorrowful for Muslim community. Foreign Investors hesitate to invest in Pakitan. Prices of everything rises. He sold the honest Muslims to America. He did such work that we are doubt of partition in Pakistan. He broke the Ordinance of Pakistan. He must be brought in court and must be hanged.
Muhammad Asif, Faisalabad Wednesday, August 20 2008
بہت اچھا ہوا اسے سزا ملنی چاہیے لال مسجد والے کیس پر محمد فاروق
farooq, fasialabad Tuesday, August 19 2008
معزز قارئین ملکی صورت حال کے پیش نظر میں اپنے گاؤں کا ایک واقعہ سناتا ہوں
ہمارے گاؤں میں ایک کفن چور آدمی تھا لوگ اس سے بہت تنگ تھے وہ مردوں کے کفن اتار کر مردوں کو قبر سے باہر پھینک دیتا تھا جب اس کے مرنے کا وقت قریب آیا تو اس نے اپنے بیٹے کو بلا کر وصیت کی کہ بیٹا کوئی ایسا کام کرنا کہ لوگ مجھے اچھا سمجھیں بیٹے نے کہا ابا جان آپ بے فکر ہو جائیں میں ایسا ہی کروں گا بیٹے نے باپ کے مرنے کے بعد لکڑی کے کلے بنا لیے اب وہ مردے کا کفن بھی اتارتا اور ساتھ ایک لکڑی کا کلا بھی ٹھوک دیتا تب لوگ کہنے لگے یار اس کا باپ بہت اچھا آدمی تھا جو صرف کفن اتارتا تھا بیٹا تو کلے بھی ٹھوکتا ہے۔ لگتا ہے کہ ہمارے اوپر بھی اب کلے ٹھوکنے والا مسلط ہونے والا ہے۔
kashif, lahore Tuesday, August 19 2008
صدر پرویز مشرف صاحب کا استعفٰی دینا اور زرداری کا حکومت چلانا اس بات کی نشاندہی ہے کہ حکومت ان لٹیروں کے ہاتھ ہے جنہوں نے ماضی میں ملک کو لوٹا ہے اور زرداری جو کہ پوری دنیا میں 10 نمبری کے نام سے مشہور ہے کہیں ایسا نہ ہو کہ اب وہ پاکستان کو50 فیصد میں بیچ دے میری خدائے واحد سے دعا ہے کہ وہ ہمیں اور اس ملک کو پرسنٹیچ مافیا سے محفوظ رکھے آمین
imran, kasur Tuesday, August 19 2008
i love mushraf. one day this nation will acecpt your ability of leader ship because u r still better choice for pakistan

God pakistan ko save rak chor and chor k bhiyeo say
jawaid Ashraf, orangi town sec/14 karachi Tuesday, August 19 2008
HE IS A GOOD LEADER .US JAISA KOI NAHI AAYA AJ TAK QUAID K BAAD .
HE IS A NICE PERSON.BEST LEADER .
Gulrayz Hassan, FSD Tuesday, August 19 2008
سب کچھ دکھاوا ہے ہماری دعا ہے الله اس ملک کو اپنی امان میں رکھے کیونکہ اب تو واقعی اس ملک کا الله ہی حافظ ہے میرا وعدہ ہے پاکستانی قوم کو جناب مشرف بہت یاد آئینگے اور بہت کمی محسوس ہوگی
sajid, Astore Gilgit Tuesday, August 19 2008
Salam, 18 august ko jo huwa bahut bura huwa. Pervaiz Musarraf ko Mustafa nhai hona chahiye tha.Pervaiz Musaraff eik achay leader thay.Un k 9 year programme mein Pakistan ne kafi taraki ki hai.Pervaiz Musaraaf k Mustafa honay k badh abb Pakistan ka Allah hi Hafiz hai.
Hammad, Karachi Tuesday, August 19 2008
A.O.A,jee maira ye maanna hain k sabiq sadar pervaiz musharraf sahab bohat achchay thay...achchay hain or INSHA ALLAH achchay rahain gay...hamaray pakistan main sabiq sadar pervaiz musharraf sahab jaisa leader aik bhi nhi tha....or naa he ab ainda dino main hoga...jis terhan onho nay hamaray mulk ko sanwaara or sambhaala tha...ab koi doosray politics nhi sambhaal sakay gay..kyun k ab jo hukumat ayain gi wo sirf apni jaib bherna jantay hain..or kuch nhi... main to sabiq sadar pervaiz musharraf ko ab bhi salute karoon gi..jinho nay in saaray 8 saalo main hamaray mulk ko itna achcha kyaa..agar wo ab bhi rehtay to hamara pakistan aj taraqqi ki bulandiyon ko chhoo raha hota...laikeen hamari jaheel awaam nay on ki qader nhi keri...bus hum ab apnay mulk k lyae dua he kr saktay hain k ALLAH anay walay bed politician man say bachchaye humaray mulk ko(ameen)or hamari jaheel awaam ko achchay politician ki qadar sikhaye {ameen}(like sabiq sadar pervaiz mushaaraf)..thats ri8.
sadaf, (hyd)pak Tuesday, August 19 2008
Displaying results 61-80 (of 134)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7First « Back · Next » Last