Home » Blogs »



This survey is purely on scientific calculation basis, One vote is based on one person/PC.

کراچی ایک بار پھر آگ کی لپیٹ میں - آخر کیوں؟

کراچی ایک بے گناہ شہر جس نے اپنے اندر بسنے والی ہر قوم اور ہر شخص کو نہ صرف اس کے خوابوں کی تعبیر دی بلکہ پورے ملک کی تقدیر بدل دی٬ آج ایک بار پھر آگ کی لپیٹ میں آ گیا٬ ایک بار پھر سرعام خون ریزی ہو رہی ہے٬ ایک بار پھر ایک انسان دوسرے انسان کا دشمن بنا ہوا ہے٬ کسی کے کان کاٹے جا رہے ہیں٬ کسی کی دکان جلائی جا رہی ہے٬ کسی کو سرعام گولی مار دی جاتی ہے٬ کسی کی لاش گھنٹوں سڑک پر سڑتی رہتی ہے-

کیا آپ کو اس سے کوئی واسطہ ہے کہ یہ کون کر رہا ہے؟ اور کیوں کر رہا ہے؟ نہیں بلکہ ہمارا سوال یہ ہے کہ قانون نافذ کرنے والے ادارے اور گورنمنٹ سے ہے کہ وہ اس وقت کیا کر رہی ہے؟ جب لال مسجد میں کچھ ہوتا ہے تو اسے گورنمنٹ کی رٹ کو چیلنج کہا جاتا ہے لیکن یہاں کچھ بھی ہو جائے گورنمنٹ کچھ نہیں کرتی آخر کیوں؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
ALLAH ka shukar ha ka humera awem ko thora sa sahore ha ka who samhajeti ha ka karachi ka halat ko kharab karn wala aur koi nehi ha hamari apni political tunzema ha jo ka apna mafad ka liya huma aupes ma uljeha da ti ha ALLAH to un sab pakistan aur pakistani aweam dushman ko ghaaret aur burbad kar da ameen thanks
ayazkhan, karachi Tuesday, December 02 2008
i agree with shaiqa sarhadi comment dat we are responsible 4 dis great terrorism war and violance in our city and country.but tell me one thing dat if da government and the political parties want to appose these terrorists,so then who have da dare to expand da violance.you r right that we are not united,but who had broked our unity.this is just because of da party system.tell me one thing that are the pathan are not pakistanis?why they have a need to registered in their own beloved country.they are much and more patriotic and loyal to their nation than others.so why they are beaten up by others.why they are been murdering by others.its so miserable condition.our political parties have to think upon it.no one is terririst here we all are muslima.may allah make us a united nation and only true muslims.
zeb, karachi Tuesday, December 02 2008
DEAR PEOPLES
YEH TO HUM SAB JANTAY HAIN KE KARACHI EK MEGA CITY HAI OR IS KAY DAAMAN NAIN HAMESHA PORAY PAKISTAN KO PANAH MILI HAY HAR KISI KO ROAZGAR MUASIR AYA , MAGAR PICHLAY CHAND Dinoun SE SHEHR KO EK ANDHI AAG MAIN DHAKILA JA RAHA JO HAM SAB KO JALA KAR RAKH KARDAEGI OR HAMARE LEAD ER GHAR KAY DRAWING ROOMS MAIN BETHAY GINTI KAR RAHE HOANGAY OR APNI SIYSAT HAMRAI LASHOON PER KAR RAHAY HOANGAI AGAR SHEHER MAIN KOI BHI MARTA HAY YEH KISI KI BHI IMLAK KO NUQSAN POHNCHTA HAY TO EK MUSLAMAN HONAY K NAATY WOH HAMARAH NUQSAN HAY , EK DUSRAY KI JAANOR MAAL KI HIFAZAT NA SIRF HAM PER FARAZ HAY BALKAY TAMAM SIYASI JAMATOON OR KHUSSI TOR PER HAKOOMAT MAIN SHAMIL JAMATOON KA HAY, AAG MAIN PETROL CHIRKA JAE TO AAG BHARKTI HAY , AAYE APNA FARIZA HAM SAB MIL KAR ADA KARIAN OR DUSMANOON OR DOST NUMA DUSHMANOON KAY AAZAIM KHAK MAIN MILAD DAIN HAMAIN US HADEES PER OR HAZAOOR S A W KAY FARMAN PER AMAL KARNAA JO TAMMAM MUSLMANOON KI BHALAI K LIYE HAY ,MUHABATAIN AAM KIYJEAY NAFRAATIN NAHIN HAM SAB EK HAIN OR YEHI HAMRI PEHCHANN BHI .
DUA GO EK DARDMAND SHEHERI
AFTAB
AFTAB, KARACHI Tuesday, December 02 2008
hum khod hi is ki zimadar hai.....
but agar sab mil k in dahshad gardon k khilaf karwai karain tu hamara shaher har musibat se nikal sakta hai or hamaray shaher main itni bahisy ho gai hai k agar koi road per zakhmi para hai to koi usay bachanay k ilawa us ki jab khali karne main laga howa hai or hamaray shaher main chand logon k ilawa koi roza,namaz,zakat nai deta
wahaj, karachi Tuesday, December 02 2008
kis kis par ilzaam diya jaye q k aaj k zamane mein koi kisi se kum nahi hai.....
hum sab b shamil hain apne pyare se shehar Karachi ki is tabahi mein. hukumat to khud siyasi jamaiton mein bati hoi hai.hum itne kamzoor ho chuke hain k hum kya karte hain or future mein kya karen ge ye sab siyasi jamaiten te karti hain. humein to apni zindagi ka faisla karne ka b koi haq nahi hai.q k hum khud hi nahi chahte in haalat se nikalna humein ye ghumnaam si zindagi hi achi lagne lagi hai azaadi se jeene ka haq to hum kab ka kho chuke hain. humare liye sab se pehle apna mulk hona chahiye or baad mein apne. lekin hum ne sirf or sirf apno k bare mein socha hai.lekin hum to apne khoon k rishton k saath hi sincere nahi hain to apne mulk k saath q kar hoon.

humare tootne ki sab se bari wajah humara fiqhoon mein batna hai.....mulk k dushman humari isi kamzoori ka faida uthate hain.jis din hum ne fiqhoon mein batna chor diya apne beech mein se ye Fiqhoon ka lafz hata diya uss din humari asli jeet hogi or kisi mein itni himat nahi hogi k humari taraf nazar utha k b dekh sake.lekin jaane wo din kab aye ga jub hum na Pathan hoon na hum Punjabi hoon na hum Sindhi hoon or na hi Balochi.hum sirf or sirf Musalman hoon . hum ek sache Pakistani tabhi ban sakte hain jub hum ek sache Musalman hoon.....

bus apne pyare se mulk Pakistan k liye Dua kijye ga......
ALLAH humare mulk ko humesha apni hifzo amaan mein rakhe.....
(AMEEN).....
Shaiqa Sarhandi, Karachi Tuesday, December 02 2008
ye sab kya dhara siasi jamatoon ka hai,agar humari hakoomat aur syasi jamatain chahain tu koi humara kuch nahi bigar sakta
zeb, karachi Tuesday, December 02 2008
ان سب میں ہم سب زمہ دار ہیں۔ جب ہم آپس میں لڑتے ہیں اور اس کا فائدہ سیاسی جماعتیں اٹھاتی ہیں اور کہتے ہیں کہ یہ تو فلانی پارٹی کا ہے۔ اورجب بات حکومت کی اتی ہے یہ تو بڑے لوگ اپنے جیبوں میں اسلحہ لے کر گھومتے ہیں اور بیچ میں پھستی ہے غریب عوام ۔اوراسکے زمہ دار بنتے ہیں ہم۔ مگر زرا سوچو ان سب کا زمہ دار آخر ہے کون؟ ہم سب جو اس معاشرے کو بنا رہے ہیں۔
sahir shah, gwadar Monday, December 01 2008
hum khud! hum itny kamzoor hain k koi b hum ko larha sakta hy.why? agr hum main ehsas ho or aik dosry k dard ko mehsos krain to shaid hum kisi ko takleef na dain. or dunia ki koi takat hamain larha ni sakti. hum apni galtiun ka elzam kab tak dosroon ko dain gy.
Taj jaan, gujrat Monday, December 01 2008
hamaray area me bht tension hy,kisi k kan katay ja rhy hn to kisi ke eyes or ears me elfy dali ja rhe hy,aakhir kahan hn kanon nafiz krny waly idaray,kahan hy wo police,ranger,kia in ye zulm krny walon ny sulemani pehn rakhi jo in ko nazr he nhe aatay?
aakhar kb tk?kahan wo log jinko hmnay vote kia tha?kahan han wo waday jo vote mangtay waqt unhon ny kiye thy?kiya is liye hm in ko aagay laye thy?
sobia arshad, karachi Monday, December 01 2008
ذمہ دار جماعتیں خود حکومت کا حصہ ہیں۔
MAJID RAFIQ, multan Monday, December 01 2008
گورنمنٹ اور سیاسی جماعتیں
Haris Adam, Karachi Monday, December 01 2008
Displaying results 101-111 (of 111)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6First « Back · Next » Last