Home » Blogs »

بچے دو ہی اچھے۔۔! اب بچوں پر بھی ٹیکس کی تجویز ؟؟؟؟

ایسا لگتا ہے کہ ہماری گورنمنٹ کے پاس اب ٹیکس لگانے کی کوئی بھی جگہ نہیں رہی اس لیے اب انہوں نے بچوں کی پیدائش پر ٹیکس لگانے پر غور کرنا شروع کردیا ہے اسی لیے ایک دفعہ پھر بچے دو ہی اچھے کے نعرے کو بنیاد بنا کر آبادی روکنے کا پروگرام بنایا جا رہا ہے اور ساتھ ہی ساتھ کمائی کا ذریعہ بھی بنایا جا رہا ہے اس کے لیے ہمارے وفاقی وزیر بہبود آبادی فردوس عاشق اعوان نے دو سے زیادہ بچوں کی پیدائش پر ٹیکس لگانے کی تجویز دی اور گورنمنٹ کو اخراجات پورا کرنے کا ایک نیا راستہ فراہم کیا ہے-

وفاقی وزیر بہبود آبادی فردوس عاشق اعوان نے کہا ہے کہ بڑھتی ہوئی آبادی کا عنصر دہشت گردی کے ساتھ جڑا ہوا ہے۔ لہٰذا پارلیمنٹ زیادہ بچے پیدا کرنے پر ٹیکس عائد کرنے کے حوالے سے پالیسی بنائے حکومت اسے نافذ کرنے کو تیار ہے۔ کل قومی اسمبلی کے اجلاس میں وقفہ سوالات کے دوران فردوس عاشق اعوان نے کہا ہے کہ غربت اور ناخواندگی کی وجہ سے لوگ ایسے عناصر کے ساتھ مل جاتے ہیں جو انہیں منفی سرگرمیوں میں استعمال کرتے ہیں۔ انہوں نے کہا کہ زیادہ بچے پیدا کرنے پر ٹیکس عائد کرنا ہے تو اس کا آغاز ارکان پارلیمنٹ سے کیا جائے انہوں نے کہا کہ حکومت آبادی پر کنٹرول کرنے میں کامیاب نہیں ہو سکی اور اس حوالے سے وہ اپنی کوتاہی کو قبول کرتی ہے۔

ہمارا خیال ہے کہ بحیثیت قوم ہم سب کو اپنی اپنی کوتاہی کو قبول کرنا چاہئے۔ یہ وہ کوتاہیاں ہیں، جو آپ کے گھروں کی رونق، خوشیوں کا منبع، گلشن کے پھول، اور مستقبل کا عکس ہیں۔ ان پھولوں کو انگاروں میں تبدیل کیا ہے۔ تو اس میں قصور کس کا ہے۔ ان پھولوں کو کیا ہم نے مفت تعلیم، روٹی، سر چھپانے کی جگہ دی ہے۔ پھر یہ کہاں کا انصاف ہے کہ آپ تو اس دنیا میں آکر خوب مزے لوٹیں اور آنے والے بچوں پر پابندی لگا دیں کہ وہ اس دنیا میں نہ آئیں۔ یہ نظام قدرت ہے۔ اس میں فرعون نے بھی مداخلت کرنے کی کوسش کی تھی۔ لیکن وہ موسیٰ کی آمد کو نا روک سکا۔

آپ کے خیال میں اگر یہ ٹیکس لاگو ہوتا ہے تو کیا یہ حکومتی فیصلہ درست ہوگا یا نہیں؟ اپنی رائے سے آگاہ کریں-

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
یہ ایک غلط فیصلہ ہے کیوں کہ اللہ تعالیٰ نے پیدا کیا ہے تو رزق بھی وہی دینے والا ہے یہ قدرت کے کاموں میں مداخلت ہے اور عذاب الہی کو دعوت دینے کے مترادف ہے۔
umair, jhang Saturday, July 11 2009
Salam bachon ki padaish per jon sa govt ne tax lagaya hai woh intahai ghalat hai govt ko islam ka kuch nahi pata ye khuda k azab ko dawat deyne wala kam hai.humaray nabi s.aw.w ko woh aurat bohat pasand hai jo bohat zayada bachy janti hai.jo be howa ghalat howa govt ko apna fasla wapas leyna ho ga.har bacha apna reezk khud apne sath lata hai wasay be govt ne aj tak awaam ko deya hi kia hai agar dey kuch nahi sakti to chane ka haq be haseel nahi in beshur logo ko.govt na ahal ho chuki hai is ka saboot bachon per tex se zahar hota hai.khudara mai sab bahan bhaion se kehta hoon is chez ko nakam bane aur islam k mutabek apne bachon ki padaish kerain.
atif mushtaq, sialkot Saturday, July 11 2009
bohut ghalat decision ha. wo families jo apnay bachon ki 3 waqt ki roti pori nahi kr sakti wo tax kaisy pay krain gi. govt decision krtay waqt ya soch lia karay k is dunia mein faida to wo lay layn gay, ALLAH ko kia jawab dain gay. ghareeb logon mein zindagi ka daira tang mat krain.awam pehlay hi bohut preshan ha.mazid ghalat iqdamat na kiy jayn.
saima, fsd Saturday, July 11 2009
السلام علیکم: میں نے تمام بھائیوں، بہنوں کے تبصروں کو پڑھا اور سمجھا ہر انسان کی اپنی اپنی سوچ کی بات ہے۔ مگر بچوں کی پیدائش پر ٹیکس کے حوالے سے میری حکومت سے درخواست ہیں کہ برائے مہربانی جو کام کرنے کے ہیں وہ کریں اور جو کام کرنے کے نہیں ہیں ان میں قیمتی وقت برباد نہ کریں۔ رسول پاک صلی اﷲ علیہ وآلہ وسلم کی امت کو بڑھنے سے نہ روکے بلکہ عوام کو ریلیف دہنے کے بارے میں سوچے کل یہ آرڈینینس جاری ہوجائے گا کہ شادی پر ٹیکس بھرے یہ کوئی شادی نہیں کرے گا۔ شکریہ
Mukhtiyar Khattak, karachi Saturday, July 11 2009
bachoon per tax lagane wala faisala ghalat hai.
hafiz aijaz ali, matli Friday, July 10 2009
salam and mai is bat pe ye comment karna chahti hon k kisi ko koi haq nahi banta k wo kisi ki personal relationship pe dakhal de kyun k govt professional decision le sakti hai govt ko koi rights nahi k wo kisi k personal relation mai koi dakhal andazi kare hamari marzi hm jitne bache peeda kare koi hota kon hai is pe tax lagane wali or agar aisa ho ga to ye pakistani awam hai jis tarha logo ko banati hai osi tarha utar bhi deti hai so be careful or soch samajh kar decision lena kyun ap ne bhi do se zyada bache peeda kiye hain ok is bat ko hamesha yad rakhna or agar phir bhi tax lagaya to go to hell
elsa, karachi Friday, July 10 2009
humari govt ka dimagh khrab hai ye ALLAH ki marze hai or humari gotv hoti kon hai is par tex laganay wali mera bas chalay to mai zardari sahab k uper hi tex laga doon ek din khana khanay par bhi tex laga day ga pata nahi kon say aisa din tha jo zardari sahab ko sadar bana dia
soha, karachi Friday, July 10 2009
Salam Every body hamaray siyasat dan sirf khanay kay baray mein jantay hen aur government ko in ke bat per agree hone say phely public say puchna chahiya kiyon kay gharib banda apnay teen buchon ko nahi pal sakta to wo utnay nahi karay ga agar ho bhe gay to tax khan say bharay ga our ager mein shady karoon ga to teen he bachy peeda karoon ga our koi ek tax nahi bharoon ga haram ka paysa nahi hai mere pas apne mehnat say kamata hoon our government jab tak public say pouch na lay to faisla na lay our meray lahaz say ghalat hai Thanks
Dani, karachi Friday, July 10 2009
Those people who suggest to put tax on birth of 3rd child those are duffer people. they can not work for country, nation and people. They do not work but only waiting the way to get money.uneducated person are in our parliment and get 'AYASHI' on poor people amount. people are giving bold for country and these selfish people take "AYASHI".
faisal ahmed, karachi Friday, July 10 2009
i do not favor the implementation of taxes on child birth.
majid, karachi Friday, July 10 2009
نہیں
sunny , karachi Thursday, July 09 2009
mai ne sb ki comments parhe, thek hai ye mai manti hon ye sb natural hota hai! but 50% insan kay apne bas mai bhe hota hai, jis tarha ALLAH khud farmate hai " Jo qom apne halat badlne ki koshish nahi karti ALLAH bhe us ki help nahi karta" to es kam mai ALLAH q madad na kare es mai koi shaq nahi. bas insan ki soch hoti hai. ap k ghar aik bacha peda hota hai aur ap kay pass atna nahi kay ap us ki parwarish theek tarah se kar sake to ap ne us ko to zaya kardeya nah? to kya faida us bache ka jo ghot ghot kar mar jaye. han tax lagana ache bat nahi, but ahteyat zaroori hai. thank u
roohi, Rawalpindi Thursday, July 09 2009
Hamari government hamesha hee say ghalat faislay karti hui a rahi hai ye kon si nai bat hai.ya log bas paisa kamana janta hain.bhala inhe kia koi bhi tax lagana paray
waleed saif ur rehman arain, digri disttric mirpurkhas Thursday, July 09 2009
Assalam-o-Alekum.. han to theek hai ye faisla, achi he to bat hai bachay 2 he achay. Jab bachay ziada ho jaty hain to kehtay ho 'Assaan na kharcha pura nai hona, bacheyan ki kis tarah khalawan'
bad ma rotay ho,aksar log apnay bachy he baich detay hain kyun kay wo unko paal nai skty.
Ayaan, Mirpur Wednesday, July 08 2009
yah governament ki ghalti ha
faizan khalid, shujabad Wednesday, July 08 2009
MAIN BAS YEH HI KEHNA CHATA HOON KAI YEH HUKMRAAN EIK NUMBER KAI BEWAQOOF INSAAN HEIN...AQAL AUR SHAOOR NAAM KI CHEEZ TO INN MAIN HAI HI NAHIN TO YEH INSAAN KAHAN SE KHELAENGAY...AB JITNEY BHI YEH HUKMRAAN HEIN UNN SE YEH KEHNA CHAYEH AGAR UNN KAI BACHEY 2 SE ZAHID HEIN TO WOH KYUN AB TAK UNN KAI SAATH HEIN.. WOH KUDH TO PEHLEY APNEY DO ACHEY BACHON KO CHOOSE KAREY AUR BAQIHON KI APNI ZINDAGI SE BE DAKHAL KAREY.JIS NE BHI YEH FAISLA KIYA HAI BOHOT HI BEWAQOOF INSAAN HEIN WOH.
SAMEER AHMED, KARACHI Wednesday, July 08 2009
aslaam.0.aliyqum, ye bilkul ghlat fasla hay in logon ko aisa nahi karna chahyee.ye ALLAH k hukum k manafee hay. rizq ka wada ALLAH ka hay aur wo her insan k peda hony se pehlay us ki moot tak ka fasla kar deta hay.jin qoomon nay ALLAH se larnay ki koshih ki hay unka haal sab jantay han. hostry mai bhot se asy waqiyat mojood han. agar ya log baz nahi aaye to tayaar rahen ALLAH k aaazab k lia. aur bhot jald ALLAH ka aazab nazil honay wala hay.aur tayaar raho surakh aandhiyon, barish, shakalon k badal jany ka. be shak ALLAH apna her wada poura karny wala hay. aur wo hi her cheez par qader hay. wasalaam
ayesha khan, hyderabad Tuesday, July 07 2009
In my opinion it is not right to put Tax on more then two children. It is against the rule of Nature and against the rules of Islam. Because in Quran God said when new person come in birth, God gives him all necessaries in his fate. Yes if u create rulers create good opertunities for a ballance life. Its rulers duty to make a strategy to control unemployment and poorty.
Syed Mateen Akhter, Islamabad Tuesday, July 07 2009
بالکل غلط ہے اگر حکومت ٹیکس لگاتی ہے تو اللہ کا عذاب آئیگا۔ یہ نظام قدرت ہے۔ اس میں فرعون نے بھی مداخلت کرنے کی کوشش کی تھی۔ لیکن وہ موسیٰ کی آمد کو نا روک سکا۔
Muhammad Yousuf, karachi Tuesday, July 07 2009
اس حکومت کے پاس اور تو کوئی کام نہیں عوام کو لوٹ کر بس اپنا فائدہ کرنا ہے سب کے سب لٹیرے ہیں
shahbaz, Rahim yar khan Tuesday, July 07 2009
Displaying results 81-100 (of 132)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7First « Back · Next » Last