Home » Blogs »

ناکارہ مرد وں کے پیچھے بھی خواتین ہی کا ہاتھ ۔۔۔۔ !!

کہاوتیں کبھی کبھی الٹ بھی ہوجاتی ہیں۔ برطانوی ماہرین کے مطابق صر ف کامیاب مردوں کے پیچھے ہی کسی عورت کا ہاتھ ہونا لازمی نہیں، بلکہ بیکار حضرات کے پیچھے بھی خواتین ہی کارفرما ہوتی ہیں۔

ایک بین الاقوامی جریدے میں شائع ہونے والی تحقیق میں بتایا گیا ہے کہ ملازمت پیشہ خواتین کے گھروں میں مردوں کے اندر کام کرنے کا رجحان دوسرے مردوں کے مقابلے میں کم ہوجاتا ہے۔ ماہرین کے مطابق کامیاب خواتین میں تحکمانہ انداز پیدا ہوجاتا ہے، جس کے باعث مرد احساسِ کمتری کا شکار ہوجاتے ہیں۔

آپ اس تحقیق کے بارے میں کیا کہیں گے؟؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
Yes, i do agree that behind of every unsuccessful man there is a hand of WOMAN.
Rizwana Bashar, Karachi Saturday, December 12 2009
میرے خیال سے یہ بات غلط ہے
majid hussaini, lahore Saturday, December 12 2009
salam,

bilkul sahi hey kunkey mardon ko nakara bananey men aurat ka hi haath hey, aap dekh len har company aur govt departments men women ko hi rakha ja raha hey, ghar ka kafeel mard hota hey agar usey job na miley aur har jaga women hi ko tarjeh di jae to aap batain mard ki rozi roti ka qatil kon hey, kia is tarha women jin par kifalat ki zima dari nahi ham mardon key saath ziaadti nahi kar rahin,
pata nahi aajkal key company boss ko kia ho gaya hey. ALLAH unhen samajh dey aur bury kamon sey rokey. aur women ko bhi samjh dey key woh burey kamon ki taraf na jaen.
Rashid Alam, Karachi Friday, December 11 2009
if woman is responsible for all the failures and success, what man has to do?
i think they simply sit down and keep on waiting wether their ladies are making them successful or not.
on other hand, they consider women 'a creation with out mind' then why do they blame women for their failures and credit them for their success?
shazia rubab, multan Friday, December 11 2009
صحیح
adnan, karachi Friday, December 11 2009
میرے خیال سے یہ غلط ہے۔
khushboo fatima, dikhan Friday, December 11 2009
jab kamyabi ka credit khawateen laiti hein tau nakami ki responsiblity be tau unhi ki honi chahiay na.kuen k agar wo sahi kirdar ada karain tau nakami na ho.
zulfiqar ch, lahore Friday, December 11 2009
yes i m agree too. because its ladies who can spoil any person life
sumaira , ryk Friday, December 11 2009
THIS IS WRONG
AMMAR, KARACHI Thursday, December 10 2009
i think k yai bat sahi hai k har kamyab admi k pechay aik orat ka hath hota hai wo islaye k orat hi mard ko naik rah par chalnay ki talqeen karti or wo hi usay buray kam par laga sakti hai may bas yai hi kahna chaho ga
waqas, karachi Thursday, December 10 2009
zarori nahi k naraka mard k pheechy bhi aak oraat ka hath hota he or jaha taak baat he k naya sosha k kamiyab oraat k phechy aaik mard ka hath hota he to this is wrong jaha taak dunyia me mard or oraat ka concept he to on ki zindagi guzarany ke bhi tariky different he khai oraat khod mukhtaar he to khai bebus or khi insaan zindagi se kuch seekhta he to khi god ki taraf se hama sabub bun jata he to koi kheta he ke meri kamiyabi me os ka hath he to koi kheta he i am him felt done every thing therfore hum aak insaan ke bary me ray qaim kar sukty hein lekin sub k liye ye mahuvra correct nahi
angle, jhang Wednesday, December 09 2009
Assalam alaikum.
i agree with faiza fareed,s views ...good faiza
fatima zahoor, lahore Wednesday, December 09 2009
شیخ صاحب بھی پردے کے کچھ پابند نہیں
مفت میں کالج کے لڑکے اں سے بد ظن ہوگئے
وعظ میں فرما دیا کل آپ نے یہ صاف صاف
پردہ آخر کس سے ہو جب مرد ہی زن ہوگئے ( اکبر الہ آبادی)

مرد حضرات سے معذرت کے ساتھ

آپ ہی اپنی اداؤں پہ ذرا غور کریں
ہم اگر عرض کریں گے تو شکایت ہوگی
R.hanif, Uk Wednesday, December 09 2009
Har MArd ki kamyabi k peeche sirf aurat ka hi haath nahi hota balke bohat se haath ho sakte hain main is mahaware ko nahi manti k mard ki kamyabi ke peeche aurat ka haath hota hai har insaan apni kismat khud banata hai kyunke ALLAH Ta'ala Farmate hain: "Mera banda jis cheez ko hasil karne ki koshish karta hai wo ussey paa leta hai" Yani ALLAH Ta'ala sirf un logon ki madad karte hain jo sache dil aur achi niyat se koshish karain us main mard aur aurat dono shamil hain..
Ishrat Jehan, Lahore Wednesday, December 09 2009
bainul aqwami mahareen ka kahna durost hai .onke hisaab se islaam ke hisaab se nahe .kyun ke islaam aurat ko mulazimat ki ijazat nahe deta .han parde main rah kar kuch karsakti hai to koi baat nahe ha.islaam ko balayetaaq rakh kar aurat mulazimat kar rahe tu zaher hai woh apne shouher yane ...mard ko nakarah sabit karna chah rahe hai..yeh ek shaitaan ki sazish hai .misaal ke taur per vasim akram ki ahliya... vasim bhai k liye baht saath dari himath afzaye ki misaal hai ....mulazimat karne wali aurat ....mager vasim bhai nakara nahe hove .har mulazimat karne wali aurat mard ko nakara banaye yeh zarori nahe hai ...albata kaam chor mard khud se nakara hota hai kisi ke karne ki zarorat nahe hoti aur na koi aurat ka haath hota hai ....hai na....
niloufer quadeer , hindustan hyderabad ap Wednesday, December 09 2009
zarori nahe hai har mard ke peche auray ka haath ho aurat par mard ki afzaliyat hai. haan ek ad mard jo super star banjata hai woh kah sakta hai mere piche ak aurat ka hath hai woh maan ho ya dost ho ya biwi ho kah sakta hai .mard mard hai .aurat ka darja islaam main bahut oncha hai mager mard se zyada nahe . aur har barbad mard ke peche bhe zarori nahe hai aurat ka haath ho ... barbadi ka khud mard hi zimedar hota hai sonchne ka nazarya sub ka alag alag hota hai jaisa soncho wahi sahe nazar ayega ....hai na ....
aaayesha, india hyd ap Tuesday, December 08 2009
ham jab koi nayee masheen khareed ke late hian to manufacturere ki advise pe amal karte hian jsa banane wala bole wesa karte hian kion ke banane wale ko maloom hota hey is cheez ko kese use kia jaye or na karne ki soorat me kia nuqsan ho sakta hey, magar khuda jis ne mard or orat ko banaya us ne apne law bhi zahir kiye ke orat ka kaam ghar sambhalna bachon ki tarbiyat karna hey or mard ka kaam kama ke lana aj kal ki orat mard ke barbr ane ke shoq me apna farz bhool gaye hey kehti hey me mard ke barabar hon agar ye bat hey to wo esa libas kion pehnti hey jo mard nahi pehnte koi mard apne jism ki numaysh nahi karta to orat kion? mard sakht kam karta hey wazan uthata hey orat ko chahiye ke lakri ke karkhane me lakri katne k kam kre load ing department me wazan wale bxs uthaye barabar hey na? zamana jab se bana kisi orat ne jung nahi lari talwar nahi uthayee. hazar batain hain jo ghalat hian jis ki waja se socity me disbalancing ho chuki he, orat bahar na niklay to berozgari na ho kitni firms lady oprator lady secrtory lady ye lady wo mangte hian bechare mard majboor ho ke tableegh jahad ya dehshat gardi me shamil hojate hian nahi to bahar jane ki arzoo me khud kashi kar lete hian . kehne ko bohat kuch hey magar sunne k liye koi ready nahi.
shahbaz, bologna italy Tuesday, December 08 2009
ji nai aisa bilkul nai hai kay her baikar mard kay peechay aurat ka hath hota hai kyun k aik mard kay peechay uski maa bhi hoskti hai, bahan baty our bv bhi aur maira nai khyal inn khwateen main say koi bhi mard ka bura soch sakta hai albtta agar apki soch filmy hai to koi kuch nai kar skta...........
FAIZA FAREED, karachi Tuesday, December 08 2009

fact is that behind a useless man there are hands of many women not a single one.A man can never be useless if he keeps single woman behind him
baki sab bakwaas hai
adeela, multan Monday, December 07 2009
AA ye bat bilkul theek hai k ek mard ki kamiyabi ya nakami k peche ek urraat ka hi hath hota hai Or ek Uraat he dosri Oraat ki doshman hoti hai liqeen kia ya mardo ke pass akal nahi hai k wo apni bhalaye or buraye khud sochien har kaam k lia urrat ko elzam diana theek nahe hai. ALLAH nay sab ko apny bhalaye sochny k lia demagh dia hai to Ap log apna acha or bura khud sucho kesi or ko ye moka he na do k wo ap ki life change kar sake main to bas ye kahun gi wo log bewacof hain jo apni life ka ekhtiyar kesi or ko dety hain Islam main Marad or Uraat ko barabri ka darja hasel hai.
Sitara Iqbal, karchi Monday, December 07 2009
Displaying results 101-120 (of 129)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7First « Back · Next » Last