Home » Blogs »

عرب ممالک میں اٹھی بیداری کی لہر۔۔۔۔۔ کیا پاکستان میں بھی انقلابی طوفان آنے والا ہے؟

یہ سلسلہ شروع ہوا تیونس سے جہاں بے روزگاری٬ کرپشن اور بڑھتی ہوئی مہنگائی سے تنگ عوام سڑکوں پر آگئے اور وزراء کی تبدیلی کیلئے وزیراعظم ہاﺅس میں دھرنا دیا۔ تیونس میں ہونے والے مظاہروں کے نتیجے میں صدر زین العابدین بن علی کے ملک سے فرار ہونے کے بعد عرب دنیا میں ایک ہلچل سی مچ گئی ہے۔ تیونس کے بعد مصر میں ہونے والے مظاہروں میں 1981ء سے صدر کا عہدہ سنبھالے ہوئے حسنی مبارک کے خلاف عوامی اشتعال میں دن بہ دن اضافہ ہوتا جا رہا ہے۔ مظاہرین حکومت کو برطرف کرنے کا مطالبہ کر رہے ہیں۔

بظاہر پاکستان میں جمہوریت ہے اور میڈیا قدرے آزاد ہے لیکن مغربی مبصرین کو پاکستان میں بھی تیونس اور مصر جیسے عوامی مظاہروں کا خطرہ نظر آرہا ہے کیونکہ پاکستان کے عوام کو بھی پچھلے دس سال سے حکمرانوں کی پالیسیوں نے دکھ اور تکلیفوں کے سوا کچھ نہیں دیا۔ اب پاکستانیوں کے صبر کا پیمانہ بھی لبریز ہوتا دکھائی دیتا ہے۔ پاکستان کے حکمران طبقے کو سمجھ لینا چاہئے کہ جب مشکل وقت آتا ہے تو امریکہ کسی کی مدد نہیں کرتا۔

کیا پاکستان میں بھی تیونس، مصر اور یمن جیسی صورتحال متوقع ہے؟

آپ کیا کہتے ہیں؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
ager hamari awam ko bhi koi sincear leader milay jo un k masail aur un ki taqdeer ko budlna ka azam rekhta ho,jo is mulq ko apni jageer nhi bulka awam ki amanat sumajhtah ho to zror is mulq ma bhi inqalab a sakta hay lakin hum kis k pechay kharay ho kr hukomat ya sadar ya wazeerazam ko hatana ka nara lagay yha to sub k sub hi ................,waqt a chuka hay k hum may say hi koi khara ho kr saday atajaj buland kray ap yaqeen kray us ki sada tnha nhi hogi bus thori si himmat ki zrorat hay.
nazia malik, karachi Saturday, February 05 2011
Imran khan ka sath do inqlab ke liaye
SALEEM , FAISLABAD Saturday, February 05 2011
Salam Pakistan.Umeed karta hon ap sab thek hon.
Mera name Hassan Mujtaba hai or mn Saudi Arabia mn rehta hon. mn samajta hon Pakistan mn inqalab ke baty karna fazol ho ga.Pakistan mn ous waqt taq inqalab nai aa sakta jub taq hum awam ik 2sry k sth ni milty.phely humey apne ap ko thek karna ho ga.apas mn itfaq or mobbat paida karni hoge or hukmarno ke bato mn ni ahna ho ga tab ja k pakistan mn inqalab ahue ga.aj k pakistan mn muje dor dor taq inqalab nazar ni ata.ous ke bari waja ye ke hum hameasha hukmarnu ke bato mn aa k oun ko voto se nawazty hy or bad mn un ko bora bal kehty hay.pakistan k sth koe serious ni.sab ko apni pari hy.har koe apna mofad sochta hay. har kase ko apni pari hy.Inqalab lany ke liye hmey ik 2sry k sth mil jana chahiye.kise ka gam apna gam samjana chhiye.

Allah Pakistan ko salamat Rakhy Ameen

Pakistan Zndbd
Hassan Mujtaba, Saudi Arabia Jeddah Saturday, February 05 2011
agar pakistan me revolution chahtey han aur chahtey han k pakistan badal jae aur aman ho to sirf aik kam karna ho ga wo hai sirf aik sajda.bus aik bar jab sub log mil ka sajda karien ge to pakistan me bohut jald inqalab aye ga.lekin sirf aik sajda
hira, karachi Saturday, February 05 2011
if people like fazal ur rehman and madarsa molvi remain in pakistan ,no revolutiuon can think of,moreover all agetation run with the help of administration.molvi do not have vision at all.fazal ur rehman is oppotunist like MQM.do not expect any thing like egypt in pakistan
ali, lahore Saturday, February 05 2011
pakistan main INQILAAB.............HUM LOAG AISA SIRF SOCH HE SAKTY HAIN.INQILAB KUCH LOGON KI SOCH AUR FIKR KA NAAM NAHIN HAI,AUR NA HE YE APNE ZATI MUKHTALIF SIASI,LISANI AUR MAZHABI JAMAATON MAIN BET KAR BARPA KIA JA SAKTA HAI.INQILAB TO AIK IJTIMAAI SOCH AUR FIKR RAKHNE WALI QOAM KA NAAM,JO APNE TAMAM SIASI,LISANI AUR MAZHABI NAZRIAT KO AIK TARAF RAKH KAR SIRF MILLAT-E-ISLAMIA KE LIY SOCHE.JAHAN TAK BAAT HAMARE PYARY PAKISTAN MAIN INQILAB KI BAAT HAI,TO VO INQILAB YAHAN AA CHUKA HAI HAM AAJ SE THEEK 10 SAAL PEHLY 2 TARH K LOGON MAIN BAT CHUKY HAIN.KUCH LOG TO ISLAM AUR PAKISTAN AUR ISLAM SE MUHABBAT KARNE WALY HAIN AUR ZIADA TAR ISLAM TO DAR-KINAR APNE PIYARY GHAR PAKISTAN TAK SE LAA TALLUQ HAIN.TO IN HAALAT MAIN HUM INQILAB KAISE BARPA KAR SAKTY HAIN...............
Faheem Sajid, Rahimyar Khan Saturday, February 05 2011
I agree with Mehak. Koi inqilab nai anay wala.
ZARIN, LAHORE Saturday, February 05 2011
I am in favor of revolution in Pakistan and inshAllah we the whole nation will soon be get rid of corrupt Government who are no doubt the American poodle and most of the high official including the governmental people are on American payroll.
Muhammad Ejaz, Lahore Saturday, February 05 2011
Hum Jesi pakistani awaam main inqalaab nai aata ,sirf ALLAH ka azaab aata hai .
salim, Badalona spain Saturday, February 05 2011
inqlab zindabad
moin, lodhran Saturday, February 05 2011
Bohat jald pakistan is position par aajai ga ke hamaein paidal calney ka bhi tax dena parega aur baat baat par hukumraan awaam ko nishana banaein ge
karachi main to har aadmi ke peechey goli hey
Jo haq ki baat karega wo goli ka haqdar he
jab awam ki goli chali to saari bari partiyan bhagti nazar aaingi
thori sharam kar lo karachi ke mandat waloon..........................
Danish, karachi Friday, February 04 2011
yesssss should come soon
lubna, laurel Friday, February 04 2011
yes there is chance in pakistan
jawad, multan Friday, February 04 2011
hamari qom soo rahi hai.jo hum log soch rahy hain wo ab tak ho jana chaiy tha.
qasir mehmood, ioaninna Friday, February 04 2011
ایک نہ ایک دن تو ایسا ہونا ہی ہے انشاءاللہ۔
imarn, los Friday, February 04 2011
inqlab ab zaroori ha awam ko sergen ki tarh sargery karny ho gi
dr ikram lalamusa, lalamusa Friday, February 04 2011
اسلام علیکم۔اگر عمران خان پاکستان تحریک انصاف نے ایک بار بھی صرف اشارہ دیا تو سارا پاکستان اٹھے گا۔اب ہمیں صرف عمران خان کا انتظار ہے۔انقلاب صرف عمران خان ہی لے آسکتا ھے اگر کوئی دوسرے جماعت ایسے سیاستدانوں ڈراتے ہیں کہ ہم انقلاب لے آئینگے تو عوام کو اور اپنے آپکو دھوکا دیتا ہے۔انشاءالله آنے والا صدر ڈاکٹر عبدالقدیر خان اور وزیر اعظم عمران خان ہوگا۔الله کرے فوج عمران کے سامنے رکاوٹ نا بنائے اور عمران خان اور عوام کا ساتھ دے۔آمین۔
ikram risalpur cantt, Risalpur cantt Friday, February 04 2011
ایک دن آئے گا۔ جب ہم بھی انقلاب لائیں گے۔انشاالله
yasirbaloch, dear ismail khan Friday, February 04 2011
May ALLAH Subhan hu Talah help us get rid of these corrupt politicians. May ALLAH guide us to the right path.Zardari and his swarm is ruling the country beacuse we have elected them.we like these corrupt.
Salahuddin, Multan Friday, February 04 2011
Begharit ,murda dil ,zameer faroosh,choor qoom main kabi inqlaab nai aya bas ALLAH ka azaab aata hai.kabi zalzala ki shakal main ,kabi bomb damaka ki shakal main kabi kuch aur kabi kuch.
Ek Baadshah ne apni awaam k lia order dia k en ko subah dopaher shaam 4 4 jootay marien jaien .kuch arsa baad badshah ne awaam se poocha ,ab kia kehtay ho ,awaam ne kaha k aap jootay marnay walay mazeed barti karien line me lag kar jootay khanay partay hain .bas hum jootay khanay walay hain.
saleem,muhammad, barcelona Friday, February 04 2011
Displaying results 121-140 (of 170)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9First « Back · Next » Last