Home » Blogs »

بڑھتے ہوئے زلزلے، سونامی اور طوفان : وجوہات کیا ہیں؟

جدید جاپان 8.9 شدت کے زلزلے سے لرز کر رہ گیا۔ سونامی اپنے سامنے آنے والی ہر چیز کو بہا کر لے گیا۔ ہلاک ہونے والوں کی تعداد کئی ہزاروں سے تجاوز کرچکی ہے۔ جاپان کی ایک سو چالیس سالہ تاریخ میں بدترین زلزلے نے تباہی مچادی۔ جاپانی امدادی ٹیمیں زلزلے اور سونامی کے بعد سرچ اور ریسکیو کا کام جاری رکھے ہوئے ہیں وہیں جوہری توانائی کے ایک پلانٹ سے تابکاری شعاعوں کے پھیلنے کاخطرہ بھی ٹلا نہیں ہے۔

آج کئی سالوں سے دنیا کے گوشے گوشے میں زلزلے ، سیلاب اور طوفانی بارشوں کا سلسلہ جاری ہے ، آئے دن کسی نہ کسی جگہ سے فلک بوس عمارتوں کے زمین بوس ہوجانے ، بڑے بڑے شہروں کا سیلابوں اور طوفانوں کی زد میں آجانے کے واقعات سنائی دیتے ہیں ، ان آفات و بلا کی طبعی و فطری وجہ کوئی بھی ہو لیکن کیا یہ سب کچھ انسانوں کی اپنی بداعمالیوں کا نتیجہ ہے ؟

انسان کی اپنی تباہی کا ذمہ دار انسان خو د ہے ؟

آپ کی اس بارے میں کیا رائے ہے؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
INSAN DEEN SE DUR HOGAYA HAY, ALLAH KA KHAUF DIL SE NIKAL GAYA HAY, FAHASHI AKHRI HADON KO CHOO RAHI HAY IS LIYE ZAMEEN PER HAR TARAF TABAHI HE TABAHI HAY.
SATTAR BAKHSH, KARACHI Sunday, March 20 2011
Dunya k tamam log apni haqiqi zindgi ko bhool k dunya k behiya kamo se lutaf utha rahe hein ye sub isi waja se hy jis zameen pe ye sub kuch ho raha hy us ne phr ugalna to hy na....Plz Pray for me and my family(THANKS)
Adeel Ibrahim, sialkot Saturday, March 19 2011
Allah khair kare.Haan ye humarei Aamalon ka natija he. hum eik dosri ki madad ki bajaye eik dosri ko lotna chahti hein.kise na kise ki Bad Dua to hogi.aur Allah ki waliyon ki dua se dunya chal raha he. Ayo hum sab mill kar Allah aur Humari pyari Nabi Hazrat Muhmmed (S.A.W)se Dua mangi aur ye Musebatein tal jayen. (Ameen)
Ajaz , Nawab shah Saturday, March 19 2011
اسلامی اقدار سے لا تعلقی، مذہب سے دوری، مادیت پرستی سے پیار ،عشق خدا اور عشق مصطفٰے صلی اﷲ علیہ وآلہ وسلم سے بیزاری، حقوق اللہ اور حقوق العباد کی پامالی، بے حیائی، عیاشی ،فحاشی ،عریانی، ہوا و ہوس کی افراط جب یہ سب کچھ حدود محفوظ سے متجاوز ہوتا ہے تو آسمان آگ برساتا ہے ،زمین پھٹ جاتی ہے اور زلزلے انسان کا مقدر بن جاتے ہیں۔
Hafiz Faisal Mahmood, Kasur Saturday, March 19 2011
ASSALAM O ALAIKUM
YE JO BHI HAALAAT HAMARE OOPER AARAHE HAIN HAMARE AAMAAL KI WAJA SEY HI AA RAHEY HAIN . HADEES KA MAFHOOM HAI K JAB MUHAMMAD ( PBUH ) MAIRAJ PER JA RAHEY THEY TO CHAND CHEEZEN OOPER SEY NICHEY AARAHI THIN AUR CHAND CHEEZEN NICHEY ( ZAMEEN ) SEY OOPER ( AASMAAN ) JA RAHI THIN AAP ( SAW) NEY POOCHA K YE KIA CHEEZEN HAIN JO OOPER SEY NEECHEY AUR NEECHEY SEY OOPER AARAHI HAIN TO FARISHTOON NEY KAHA K YE JO NEECHEY SEY OOPER JA RAHI HAIN WO AAP KI UMMAT K AAMAAL HAIN AUR JO OOPER SEY NEECHEY JA RAHI HAIN WOH ALLAH KI TARF SEY HALAAT HAIN IS SEY MALLOM HOA K YE JO HALAAT HAIN WO HAMAREY AAMAAL KI BADOLAT HAIN AUR YE HAALAAT KISEY BADAL JAIN IS K LIYE HUM SAB ALLAH RABUL I9ZZAT SEY MAAFI ( TAUBA KAREN ) MANGEY
MUHAMMAD NAUMAN, Lahore Saturday, March 19 2011
roze ki baat bhi kafi nehi buhat had tak theek hai lekin aakhri dor ki hadees mai bhi earthquakes ki predictions hain aap sab jaker apnai molvi sahab se pooch saktai hai
roze, islamabad
there r many reasons some are mentioned is as under 1. when the people for away to Islam. 2. American invent the new technology. through this technolgy they made a earthquick bomb. they control this bomb through digital devices and when bomb exploed then he creats a earthquicks
Ali khan, karachi Saturday, March 19 2011
g han insan khud in sub tabai ka zmadar ha.....
kiran, karachi Saturday, March 19 2011
Hazrat bebi Aish R.T.A si sahaba ne poch zilzile kiyo ate hi ap ne farmaya ki jab roe zamen par Zana, behayai aur zulu Am hojatah to ALLAH ki narazge hone he
es ka matlab ye howa ki ye sab hamari bud amalyo ka nateja he ager ye sab kam han chor di to ALLAH ham si razi hoga aur Afat ko hata lega
ALLAH ham sab ko Nabi karem s.a.w. ki haseen tarequ pi chalne ki tofiq ata farmai jes me duny aur akhrat ki bahlie hoge
waslam
shafique memon , karachi Saturday, March 19 2011
ye sab humare amaal ki waja se hota hai, hum ye dekhe ke hum main kitni bedeeni he dunya apni iktitam ki taraf bar rahi hai,, hume akhirat ki tiyari karni chahi ye.
mohsin baloch, karachi Saturday, March 19 2011
g bilkul ye sab insan k amamal ka nateeja he
ammad, karachi Friday, March 18 2011
http://www.youtube.com/watch?v=YRqcxjdRzGw&feature=related
Saqib, Kahuta Friday, March 18 2011
ye sab hamare amal ka nateja he
NOMAN KHAN, karachi Friday, March 18 2011
there r many reasons some are mentioned is as under
1. when the people for away to Islam.
2. American invent the new technology. through this technolgy they made a earthquick bomb. they control this bomb through digital devices and when bomb exploed then he creats a earthquicks
roze, islamabad Friday, March 18 2011
Asalam o Alikum..................
ye sub ALLAH PAK ka kahhar hai jo hum per zalazlay sonami or boht se afat ki sorat mai nazil hoti hai ALLAH PAK apny bandy ki taraf ek rassi deeli kerta hai matlb ek chot de dyta hai or jab wo es ka jan njaiz faida start ker dyata hai to ALLAH PAK os rassi ko apni taraf khynch lyta hai ye sub qayamt ki nishaniya hai hum sub ko ALLAH SE DUA MANGHNI CAHEAY K HAMAIN ezzat ki mout nawazy or apny aman o amman mai rakhy or hamaray saro per jo ye ayash or jhoty siyasat daan hokomat ker rahy hai in ko hatta dy.......................bilawal bhotto jo k car or road per nashu ki halat mai larkio k sath phir raha hai esy logh jab hamry pakistan mai hokomat kary gy to hamara yahi haal hu ga na insaan mai itne tention mai hai ghurbat ki wajha se k ALLAH ki ebadat bi nahi ho pati teakh se insan jab sokoon mai hu ga tab hi koi kam teakh se kary ga na
kiran khan, krachi Friday, March 18 2011
آج کا انسان آخرت کو بھول چکا ہے ہر طرف نفسا نفسی کا دور ہے زنا شراب جوا ہر طرف برائی ہی برائی ہے ایسے میں زلزلہ نہیں آئے گا تو کیا آئے گا یہ اللہ کی طرف سے عذاب ہے لیکن لوگ اللہ کے عذاب سے نہیں ڈرتے اللہ ہمیں اچھے اعمال کرنے کی توفیق عطا فرمائے آمین
muinuddin, Haripur Hazara Friday, March 18 2011
Allah hum se naraz hai...........ya Allah tu ham se razi ho ja (ammen summa ameen)
Allah pakistan ko is musibat aur afat de dooor farmay (ammen)
sfgg, keamari Friday, March 18 2011
Aslamualaikum to aLL..
Ye seb aafaten hamarey aamalon ka natija hen.. Eik news ye b i hey k Japan mey ocean k ander eik volcano phata hey jis ki waja sey expert k mutabiq wahan eik jazira(island) namodar ho sakta hey.! Aur ye k our Holy Prophet Hazrat Mohommad(S.A.W.) ney ishara ker k btaya tha k Mashrik ki taref eik jazirey per Dajjal qed hoga.. Aur soraaj b seb sey pehley Japan mey tuloo hota hey.. So., abhi bhi thorra waqt hey., apney aamaalon ko theek ker len.
ALLAH(all mighty) hamey Sirat-e-Mustaqeem pey chalney wala banaey. AMEEN
Sarmad ALi, Karachi Friday, March 18 2011
پوری دنیا میں جس قدر بے حیائی چور بازاری عروج پر ہے تو ایسی آفات تو ضرور آئیں گی ہمیں اللہ تعالیٰ کے حضور توبہ کرنی چاہئے اپنے گناہوں کی معافی مانگنی چاہئے۔ اگر ہمارے اردگرد کہیں بھی بے حیائی یا کرپشن ہورہی ہو تو ہمیں چاہئے کہ اسے روکنے میں اپنا کردار ادا کریں اگر روکنے کی سکت نہیں تو اسے برا ضرور جاننا چاہئے اور کم از کم اسکی مذمت ضرور کرنی چاہئے۔
Syed Kamran Ullah Shah, Karachi Thursday, March 17 2011
آج کا انسان آخرت کو بھول چکا ہے ہر طرف نفسا نفسی کا دور ہے زنا شراب جوا ہر طرف برائی ہی برائی ہے ایسے میں زلزلہ نہیں آئے گا تو کیا آئے گا یہ اللہ کی طرف سے عذاب ہے لیکن لوگ اللہ کے عذاب سے نہیں ڈرتے اللہ ہمیں اچھے اعمال کرنے کی توفیق عطا فرمائے آمین
rizwan, stae of qatar Thursday, March 17 2011
YE SAB HAMARAY HI AAMAL KA NATIJA HAI YE NAG JAISY HOKOOMAT HAMARI HI BAD AMALIYON KA NATIJA HAI ZARDARI JAISA DAJJAL HAMARAY AMALON KA HI NATIJA HAI TO AISY AFAAT TO ZAHIR HAI HAMARAY LIYE LAZIM HO GAI HAIN.
HAYA, KARACHI Thursday, March 17 2011
Displaying results 41-60 (of 91)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5First « Back · Next » Last