Home » Blogs » 30 سیکنڈ کی سزا - کیا وزیراعظم کو استعفیٰ دے دینا چاہیے؟



30 سیکنڈ کی سزا - کیا وزیراعظم کو استعفیٰ دے دینا چاہیے؟

سپریم کورٹ نے وزیراعظم یوسف رضا گیلانی کو توہین عدالت کا مرتکب قرار دے کر تابرخاست عدالت قید کی سزا سنادی۔ ججز کے کمرہ عدالت سے جاتے ہی وزیراعظم کی سزا پوری ہوگئی۔ فیصلے سننے کے بعد وزیراعظم گیلانی مسکرائے۔

عدالتی فیصلے پر غور اور پارٹی کا لائحہِ عمل طے کرنے کے لیے وزیرِ اعظم گیلانی اپنی کابینہ کے ارکان اور جماعت کے دیگر رہنماؤں سے بھی مشاورت کر رہے ہیں۔ جبکہ وزیراعظم کے پاس فیصلے کے خلاف اپیل کا حق بھی موجود ہے۔ یوسف رضا گیلانی پاکستان کے واحد وزیر اعظم ہیں جنہیں وزارت عظمی کا منصب سنبھالنے کے دوران سزا دی گئی۔

آپ کے خیال میں اس وقت پیپلز پارٹی کو کیا فیصلہ کرنا چاہیے؟ کیا وزیراعظم یوسف رضا گیلانی کو عہدے سے مستعفیٰ ہوجانا چاہیے؟ یا پھر اس فیصلے کے اپیل دائر کرنی چاہیے؟

آپ کی رائے؟؟؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
doob k mar jana chaye
Ummi, Pakistan hi mera mulk & sher Thursday, April 26 2012
itna ghatiya insaan me ne zindagi me nae daekha ye to feroon ko bi cross kr gya hai. shame on this prime minister. mera kisi party se koi taluq nae lekin me andaza lga sakta hoon keh sab se currupt tareen party hone ka aizaaz ppp ko mila hai. HAZRAT ALI ne farmaya jo qom zulm ke khilaaf jitni daer se awaz uthati hai us qom pe utni ziada tabahi ati hai. ab khuda ke liye LONG MARCH Karo warna apni barbadi ke liye tyaar hojao
iqrash, jauharabad Thursday, April 26 2012
یوسف رضا گیلانی کو کم از تین سال سزا دینی چاہیے تھی اس سے یہ باز نہیں آئیں گے شرم کرو
ahmad madni khan, jalal pur pir wala Thursday, April 26 2012
main imran k kyhlat ki tayid karta hu, Q k mera b yehi khyal hai,PAKISTAN payindabad
imran ahmed, karachi Thursday, April 26 2012
mere khayal me in ko wazir-a-azam banana hi nahi chahiye, jo correption ka sath de wo awaam ka wafadar kabhi nahi ho sakta hme Allah k Farma bardaar ki Zarorat Ha, Islaaami Leader, Jo Quaid-A-Azam Ki omang Or Allama Iqbaal K khawab Ki tabeer ban sakay, Ye usi sorat mmkin ha jab sahi manooo me islaam pasand Leadership hogi Jiska maqsad qurran ka nifaaz hoga
yasin, Islamabad Thursday, April 26 2012
بھائیوں اور بہنوں!
یہ سب ایک ہی تھالی کے چٹھے بٹے ہیں۔ سب کے سب چور ہیں
Muhammad Zeeshan, Faisalabad Thursday, April 26 2012
agar inti ghairat hoti hmaray hukmarano ko to aesi topyan kartay hi na
bht beghairat ho gai hain hamaray hukmaran
pllllzzzzzzzzz gailani sahab thori ghairat kar lo,sharm kr lo,laj rakh lo pak watan ki
plzzzz
saeeddar, isb Thursday, April 26 2012
mai aap sab ki baat se ittefaq karti hon..
Yusra, makkah Thursday, April 26 2012
IT LOOKS THAT EVERY THING WAS PLANNED , IT WAS JUST A DRAMA , PRESIDENT WAS THE MASTER MIND BEHIND AL THE SCENE
QAMAR UL HAQ, RAWAL PINDI Thursday, April 26 2012
Gilani mein zarra barabar bhi ghairat nahi hai wo isteefa kya dega Ye saray milay huwey hain, iftikhar chowdhry is also a corrupt man, awaam ko bewaqoof bana rahay hain sub mil kur, awaam ko khud ab hosh k nakhun laina chahiye...
Adnan, Karachi Thursday, April 26 2012
RESIGN AND ONLY RESIGN
SALEEM IQBAL , AL KHOBAR Thursday, April 26 2012
ppp ka mazi shaheed ya ghazi , ye ppp ke khilaf faisla he , ppp zindabad , pm gilani zindabad
aijazlolai, ghotki Thursday, April 26 2012
AAB TO QUAM PER AHSAN KAR LO LOTERO >ITNA KMA CHOKE HO K NASLE KHATEM NAHI KAR SAKTI
asim khan barech, quetta Thursday, April 26 2012
Sharam aani chahiy saza dainay walon ko or doub marna chahyi saza sunnnay walon ko, bika hua qanon, waqai andha qanon hai. is say to acha tha k judjes apni zid chorty aur case dis mis kardaity , Kya Judges apnay zameer ko mutmain karsaktay hain, kya P.M saheb apnay zameer ko mutmain kar lain gay, haaaa, Allah ki Adalat lagnay wali hai, phir pata nahin hum log kya jawab dain gay Allah ko. Allah khair karay or reham karay hum per. Still we Love Pakistan, Long live Pakistan.
Imran, Karachi Thursday, April 26 2012
Pakistan ke tamaam siasatdanoon ko sare aam phansi deni chaeye.................
Ishtiaq, Abu Dhabi Thursday, April 26 2012
Awam ko bawakoof banaya ja raha ha
Rizwan., karachi Thursday, April 26 2012
in ko to bohat pehly istifa dy dena chahiy tha.
Ahmed Waqar , abbottabad Pakistan Thursday, April 26 2012
ADALAT NAY YOUSAF RAZA GEELANI KO KAM AZ KAM 3 MONTH KI SAZA DAINI CHAHIYAY THI MERAY KHAYL K MUTABIQ JUDGUES NAY FAISLA UNDER PRESURE HU KAR DIYA HAI JIS SAY KOI BHI ITTIFAQ NAI KARTA AITZAZ AHSAN KO TU BOHAT ZYADA PAISAY MILAY HAIN YA IN KA BOHAT BARA CHAILA HAI MAIN TU BASS YE KAHUN GAA
(K BASS THORA SABAR Q K JABAR K DIN BOHAT KAM HAIN)
AUR ALLAH IN KO HADAYAT DAY
AMIN
RAO MOHAMMAD ISHFAQ, abha Thursday, April 26 2012
سزاءموت دینی چاھئے
Khurram Ali, karachi Thursday, April 26 2012
he have to resign immediately
Saad khan, Kuantan , Malaysia Thursday, April 26 2012
Displaying results 101-120 (of 120)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6First « Back · Next » Last