Koi Pursaan E Haal Nahi

(Aamir, Karachi)

Assalam Alaikoom

Is Main Koi Shak Nahi K Karachi Main Tarrak'kiyati Kaam Jitni Tezi Say Hue Hain Usy Sab Sarahtay Hain Bridgs Pe Bridges Ban Rahay Hain Hain Under Pass Kabil E Tareef Hain Road Kushada Hain Magar Shah Faisal Colony To Korangi Ka Jo Bridg Abhi Zer E Tameer Hay Aur Awam Bhi Khush Hay Main Yahan City Govt.Ki Taw'waja Is Baat Pe Dilana Chahta Huon K Bridg Ki Tameer K Liye Log Alternete Rasta Use Kar Rahay Hain Jo A-1 Say Leker 1 No. Tanki Tak Hay Jahan Aye Din Treffic Incedence Hutay Hain Jin Main Kam Umer Bachay Mout Ki Aghosh Main So Gaye Is Ki Vaja Ye Hay K Footpath Ki Jaga Na Hunay K Kabil Hay Patharay,Theley Our Dukan Dar Jo Aam Public Ki Chalnay Ki Jaga Par Kabiz Hue Hain Jahan Kisi Na Kisi Ka Koi Jan Nay Vala Nikal Ata Hay (Police,Union Concil,Town Nazim)In Main Numayan Hain Kab Tak Ye Khel Jari Rahe Ga Akhir Kab Tak In Logon Ki Pushat Panahi Huti Rehay Gi Kiya Ab Is Kaom Ko Masoom Bachon Ka Khon Bhi Chahye Sharm Aati Hay Humain Khud Ko Musalman Kehtay Hue Jahan Nahak Lahoo Behraha Hu Aur Us Pe Koi Sunvayee Nahu Hum Logo Kab Tak Is Tarha Jeeena Huga Kab Tak

Aamir
About the Author: Aamir Read More Articles by Aamir: 2 Articles with 6071 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.