Islam R Mahe Ramzan

(rida aslam, Sargodha)

Ramzan Ka Maheena Bht Rehmatun R Barkatun Wala Maheena Hai......................Musalman Is Maheeny Ka Bht Shidat Se Intizaar Karty Hain R Sehrii R Aftari Ka Khas Ehtamam Kia Jata Hai..........

Yeh Wo Mubarik Maheena Hai Jis Main Quran Jesi Nemat Umat-E-Musalma Koo Mili R Quran To Aik Musalman Ki Zindgi Ka Har Pehloo Main Us Ki Madad Karta Hai........................

Musalman Sara Din Bhooka Pyasa Reh K Apny Ghareeb Behan Bhaiyun Ki Bhook Pyas Ki Shidat Ko Mehsoos Kartyy Hain .......................

Lekin Baat Yeh Hai K Kia Ham Sirf Ramzan Main Neki Kar Sakty Hain Baqi Dinoo Main Ham Neki Karna Bhool Jaty Hain??????????????

R Roza Too Name E Bardasht R Sabar Ka Hai Agar Roza Rakh K B Ham Ne Dosrun Pe Ghusa E Utarna Hai Tooo Phr Kia Faida Aesa Roza Rakhnyy Ka...................... Roza Too Allah Ki Raza K Leay Rakha Jata Hai Na Is Leay Naii K Ham Ne Roza Rakh K B Gunah Karny Hain R Jhoot Bolna Hai R Dosrun Ka Dil Dukhana Hai/................................

Is Leayy Rozayyy K Maqasid Samajhnyyy Ki Ashad Zrorat Hai Ta K Ham Sai Mehnoo Main Roza Rkhain K Allah Farmata H K Usy Bhook Pyas Se Nai Musalman Ki Niyat Se Concern Haiiii.............
 

rida aslam
About the Author: rida aslam Read More Articles by rida aslam: 3 Articles with 4859 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.