Home » Blogs »

27 دسمبر کا المناک واقعہ اور ہمارا قومی رویہ

قومیں اپنے رویوں سے پہچانی جاتی ہیں چاہے اچھی یا بری- 27 دسمبر جہاں ایک طرف پاکستان کی ایک بڑی سیاسی لیڈر دہشت گردی کا نشانہ بنیں٬ تو دوسری طرف پاکستانی قوم کو انتہائی بد امنی اور اذیت ناکی کا دن دیکھنا پڑا

محترمہ کی ہلاکت کی خبر آتے ہی ایک گھنٹے کے اندر اندر پورے ملک اور خاص کر سندھ اور کراچی کی پر امن اکثریت عوام نے جس ظالمانہ و سفاکانہ بدامنی٬ لوٹ مار٬ جلاؤ گھیراؤ کا منظر اور شرپسند لوگوں کو مکمل آزادی کے ساتھ تباہی مچاتے دیکھا وہیں پولیس اور کسی قسم کی سیکورٹی کا نام و نشان تک نظر نہ آیا- بات کسی ایک علاقے٬ شہر یا قصبے کی نہیں یہ کہانی تو پورے ملک میں کہیں کم اور زیادہ کے ساتھ سب نے دیکھی-

 کیا ہماری قوم اخلاقی٬ معاشرتی اور انسانی اقدار کی انحطاط پذیری کا شکار ہے؟ کیا قانون اور اصولِ زندگی سب بےمعنیٰ ہوچکے ہیں؟ کیا پوری قوم اَن دیکھے رستے پر رواں دواں ہے جس کی کوئی منزل نہیں؟ یا پھر چند مٹھی بھر شر پسند لوگ اس قدر طاقت ور ہو چکے ہیں کہ پوری قوم ان لٹیروں کے رحم و کرم پر ہے؟ ڈر تو یہ ہے کہ آنے والے دنوں میں شرپسند اور عادی مجرموں کے لیے ایسے واقعات مثال نہ بن جائیں اور پُر امن لوگ پہلے سے زیادہ اذیت ناکی سے دوچار نہ ہوں-

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
اسلام علیکم۔
27 دسمبر 2007 کو ہماری ایک عظیم لیڈر دہشت گردی کی نذر ہوئیں۔ لیکن اس واقعے کے نتیجے میں جو لوٹ مار، بسیں جلانا ایک مسلم قوم کا شیوہ نہیں۔ لیکن اس کی وجہ یہ پاکستان میں تعلیم کی کمی بھی ہے۔ میں سمجھتا ہوں کہ جن افراد کو مشتعل افراد قرار دیا گیا ان میں ملک دشمن لوگ اور ان پڑھ لوگ جو محض شوق کی خاطر یہ کام کر رہے تھے۔
ان کو محترمہ کی ذات سے کوئی دلچسپی نہیں تھی۔ میری حکومت سے یہ گزارش ہے کہ ملک میں تعلیم کو عام کیا جائے، تاکہ آئندہ ایسے واقعات سے بچا جا سکے۔
Sohaib Suleman, Lahore Friday, January 11 2008
27 dec ka waqiya hamare liye qayamat se kam nai tha.jo bhi hua buhat bura hua mohtarma benazir bhutto aik bahadur lady thi.aur buzdilon ne peeth k pechey war kiya hai.hamarey mulk ka buhat bara nuqsaan hua hai mohtarama ki assasination se.un ki jaga shayad hi koi le paey.hamarey mulk ko kis ki nazar lag gai hai asal main hum logon main ittefaq nahi hai issi liye dushman asani se hum par war karta hai meri ALLAH se yahi dua hai k hum sab ko aqal ata farmaey (AMEEN)
sanam, karachi Thursday, January 10 2008
Asalam-o-alaikum, main ye kehna chathi hoon k 27 dec ko jo kuch bhi hua buhat bura hua ajj tak yaqeen nahi aata k mohtarma benazir bhutto ab hamare bhech nahin hain.jin logo ne ye sab kiya hai woh hamari nation k dushman hain aur iss k alawa purey mulk main jo kuch bhi hua woh buhat bura hua apne hee mulk ko nuqsaan puhanchana kahan ki aqalmandi hai.aese waqt main hamein aik dosrey ka saath dena chahiye na k aik dosrey ko nuqsaan puhanchana chahiye.ALLAH hum sab ko sahi rah dekhaye aur sab ko sabar ata farmahey(AMEEN)
fari, KARACHI Tuesday, January 08 2008
یہ سب قیامت کی نشانی ہے
muti, raiwind Monday, January 07 2008
SUCCESS you are saying right that "No one can stop any one from getting blasted but to himself he can" and how it will devlope? just by only good education. Unfortunatly what is the litracy rate in our country as well the quality of education -- both are very poor (and I'm asking from Musharraf sb what he did in last 8 years for education?).
Farah Kamal, Islamabad Monday, January 07 2008
We the critics have to admit that the people making all that actions are among us we just have to catch the source that why the people among us are ready to destroy our own country. I think we all know we must develop employment and must increase the literacy rate to decrease the number of people whom are getting involved in this kind of activities. No one can stop any one from getting blasted but to himself he can.
SUCCESS, KARACHI
SUCCESS, karachi Monday, January 07 2008
asslam o alikum
sab say pahly main yah kahna chao ga kah mujhe abhe tak yaqeen nahin aata kah mohtarma is dunya say chaly gye,dosri bat .. in doran jo kuch bhe hoa kya ye right hoa? kya is tarhan marne wale ka gum manaya jata hai? kya hum in kay marny par pore qoom ko noqsan pohanchayen?
jwab degye kay humare darmyan or log bhe dunya say ja chokey kya kbhi is trhan hoa? kya ye sab kuch karney waly such much mohtarman say mohabbat kartay they?
nahin!
nahin!
kbhi bhe nahin!
swal he nahin othta kah is tarhan kisi ko staney wala logon kay gharoon ko jlaney wala un say mohabbat karta ho
ye sab un ke dushman hain ye sub kuch hoa un ke janey ke bad kya woh apne chahnay walon ko kah kar gai the?
ye un ko takleef pohnchaney ka zarya hai ka hum un ke name par pore qoom ke mlkyat ko kha pee kar kaheen kah ye hamare muhabbat hai benazeer say
agar un say mohabbat hai to plz zara apnay ghar me balka aik room ko hi jladoo!!!!! kyon karoon na aisa take logon ko maloom ho ka yah banazeer say mohabbat kartay tha
zubair, karachi Saturday, January 05 2008
JAISA K HUM SAB JANTE HAIN ISS WAQT HAMARA MULK DEHSHAT GARDI MAIN TOP PE HAI. AGAR HUM PICHLE 2 SAALOO PE NAZAR DORAEYN TO JITNA SAKOON PAKISTAN MAIN THA SHAYED HI KISI MULK MAIN HO GA. AOR PURI DUNIA EXAMPLES DAITI THI PAKISTAN KI AOR SADAR SAHAB KI JINHO NE ISS K KHATMAIN K LIAY BOHT KUCH KIA. BADQISMATI SE BAINAZIR JO K KHUD IS DEHSHATGRDI KO KHATAM KRNA CHAHTI THI AOR BOHT KOSHISHAIN KAR RAHI THI WO KHUD IS NAPAK SHAZISH MAIN SHAHEED HO GAI GOYA UNHO NE PURI DUNIA K LIAY AYK EXAMPLE QAIEM KI AOR IS KO JAR SE KHATAM KARNE KI UNHO NE BOHT KOSHISH KI LAKIN SHAYED ALLAH KO YEHI MNZOOR THA. AB MULK MAIN AMN-O-SAKOON DOBARA LAANAY K LIAY ZAROORI HAI K HUM HAKOMAT AOR TAMAM SIYASI LEADROO KA SATH DAIN. AOR SIYASI LEADERS KO B CHAIYAY K APAS MAIN ITTEFAQ PAIDA KARAIN TA K ASAL DUSHMAN TAK POHNCH SAKAIN. ALLAH HUMARAY MULK KI HIFAZAT KARE
TAYYAB KAMRAN BUTT, PIND BAINSO Thursday, January 03 2008
hi every body, i want to share my thinking with you.every body and I m very distrub about the condition of our country some exeternal powers are trying to create promblems in our country they want to destablish our state.our government is not taking a brode step to stop them.
i want that we should be alert and united
umer, karachi Wednesday, January 02 2008
asslam_o_alaikum
27 dec is a sadest and horrible day of my life.it waz the time when we need more patience and unity but what we do i think every thing iz in front of u. Hum nay provincialism ko hawa dee, apnay ghar ko jalany lagay, apna ghar ko lootna laga or sarii duniya nay hamara tamashaa daikha, tab baqi taraqi passand or jumhooriat passand leader aor hum aik ka nara lagna walay leader khan gay? baqi mohtarma nay mazi main jo kia.... Hum log saharo'n kii talash main kia kar baithain gay yeh hum bhii nahi janta kiyon k humain apnoo ki aor dushmanoo ki koi pehchan nahi. Plz hum main koi 'SINDHI','PUNJABI','BALOACHI aor SARHADI' Nahee We are 'PAKISTANI' humain mill k rehna hai. May ALLAH shower his blessing on Pakistan. PLZ AP SUB BHI PAKISTAN K LIYA DUA KARNA.
sadaf ali kamboh, lahore Wednesday, January 02 2008
HI EVERY BODY,GOD BLESS U.
I dont like the bomb blasts,murders,
deaths of innocent peoples like Benazeer Bhutto i am mentally disturb because of it.
i wish i kill all the gansters of pakistan
& save pakistan.may allah save our pakistan from enemies.
bye every body & love ur pakistan
ARBAB SAKINA, KARACHI Tuesday, January 01 2008
about 27 december..its really very shamefull for every person who live there in this country..because saari dunya hum per hans rahi hay...aur sab ko is pakistan ma jo kuch horaha hay daik k bohat maza aaraha hay...27 december ka din hum sab k liye aik sabaq bangaya..aik aourat jiski jan mulk dushmano nay lay lii..r sari qoum ko soagwar chor gaye...kia kisi nay ye socha k kiu hua kis baat ka nateeja hay ye sab shayad lakhon ma say koi aik aat hoo jo is baat per ghour ker paya hoo..aaye main aapko samjhata hoon k kiu musalman musalman ka dushman bana hua hay ye sab farangi chal hay mager hum isko samajhnay say qasir hain..kiunkay hamain dana paani jo bhaytay bhitaye mil raha hay..tu hum apnay hi bhaiyon k dushman banay hauy hain.ya ALLAH aik tera hi aasra hay..new year is dua k saat shuru kerta hoon k YA ALLAH IS MULK AUR IS QOUM KO WO SOCH ATA KER..JO BANI-e-PAKISTAN K WAQT K LOGO KI THI..AUR IS MULK KO JO MELI ANKH SAY DAIKHTAY HAIN UNKAY IRADO KO ZAYEL FARMA..R HUMKO ITNI HIMMAT DAY K HUM SAB MUTHAD HOKER IS KI TARAF UHTNAY WALI HER MELI ANKH KO PHOR DALAIN AMEEN..AY MERAY MOLA IN JANO KO ZAYA MAT KER MULK DUSHMAN ANASIRO KO TU KHATAM KERDAY..INKO INKAY MAQSAD MA HERGIZ KAMYAB NA KER..AMEEN.
syed shafi ahmed zubairi, karachi Tuesday, January 01 2008
Assalm o alikum to all dear friends,

sub se phle tou main bohat afsarda howak hamare mulk ki itne badi leader ko is tarah se qatal kar dia gay,aur jis tarah se pakistan ki sarko aur is k asseets ko nuqsan poanchaya gaya ,i think k pakistan ko iraq bana dai tha kuch sharpasand logo ne jo is tarah se loot mar kar rahe,mere soch k mutabiq hamare govt fail ho chuke hai apne kise b faraiz ko sahi tareeqe se ada nahi kar rahe hai,jis k mooh bolta saboot app k samne hai,ek tou hamare mulk main koi rules or regulation nahi hai dosre baat ye k corruption bohat hai,jis ki wajah se hum har jagah dosro se peeche re gaye hai,jis din ye almia howa us din apne ap ko police kehne wale log jin kay zime awam ki jan aur mal ki hifazar karna hai,tarqreebun 7000 officers tou apne duty per hai nahi thai tou kai kaaq mulk ka halat is almia mai theek rahe gai,govt ko mallom hone chaye k itne bade waqia kay baad ye sub to hone hi tha magar koi hikmat hamle iktiar nahi ki gaye 2 dino tak jaise jo kar raha tha use karne dia gaya jis se arbon ruppo k nuqsan howa akhir is ka kon zimadar hai,ye ek sawali nishan ki tarah hi reh jaye ga,allah tallah hamare is mulk ki hifazar kare aur hamare leader ko apni zaat se bar kar awam k bare mai sochne ki toufiq de,
haron, karachi Tuesday, January 01 2008
A very strange and horrible day or night in my life. I came out from office just after the incedent from Shara-e-Faisal to my home place at Gulshan. Just in a way I see all of the things that listen and read about the independence day from east punjab to newly independent Pakistan looting, firing and every thing that happened in migration to here.

Every thing is shamefull to say Pakistani? Muslim? or "enlightened nation of Musharraf"?
Salman Raza, Karachi Tuesday, January 01 2008
Displaying results 21-34 (of 34)
Page:1 - 2First « Back · Next » Last