Add Poetry

Woi Khuda Hai

Poet: Muzaffar Warsi By: Maryam Bari, Lahore

Wohi Khuda Hai...

Koi To Hai Jo, Nizaam-E-Hasti
Chala Raha Hai, Wohi Khuda Hai
Koi To Hai Jo, Nizaam-E-Hasti
Chala Rahaa Hai, Wohi Khuda Hai

There Is Someone
Who Is Running The Whole System Of Existence,
And That Is The Only God

Dikhayi Bhi Jo Na De Nazar Bhi
Jo Aa Raha Hai, Wohi Khuda Hai
Wohi Khuda Hai, Wohi Khudaa Hai
Wohi Khuda Hai..

He Is Not Visible,
But Yet He Is Apparent (In The Surrounding),
And That Is The Only God

Nazar Bhi Rakhe, Samaatein Bhi
Woh Jaan Leta Hai, Neeatein Bhi
Jo Khana-E-Lashaoor Mein Jagmaga Raha Hai
Wohi Khuda Hai, Wohi Khudaa Hai
Wohi Khudaa Hai, Wohi Khudaa Hai

He Finds Out Intentions Too,
The One Who Is Sparkling In The Unrealized Part Of The Human Nature,
And That Is The Only God

Talash Uss Ko, Na Kar Buttoun Mein
Woh Hai Badalti Hui Ruttoun Mein
Jo Din Ko Raat Aur Raat Ko Din
Bana Raha Hai, Wohi Khuda Hai
Wohi Khuda Hai, Wohi Khudaa Hai
Wohi Khudaa Hai...

Don't Try To Find Him In Idols, He Is In Changing Nights.
He Is Turning The Night Into The Day And The Day Into The Night,
And That Is The Only God
There Is Someone Running The Whole System Of Existence, And That Is The Only God

Rate it:
Views: 1803
27 Dec, 2012
More Religious Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets