Aik Dafa Sikandar E Azam Ki Foj
Samandar Ke Raste Jang Par Ja Rahe The Raste Me Unhen Aik Jazera Dikhae
Diya Unho Ne Apne Jahazon Ko Us Jazere Me Lakriya Garh Kar Bandh Diya Ta Ke
Jahaz Wahe Ruke Rahe Wo Jazere Pe Chehl Qadmi Karne Lage To Unhe Bhook Lag Gae
Unho Ne Bhok Mehsos Ki To Unho Ne Lakryan Ikhati Karke Jazere Par Aag Roshan Ki
To Jazere Me Tofan Aa Gaya Aur Wo Sb Doob Gae Jo Baqi Bache The Unho Ne Bataya
Ke Wo Jazera Nahe Balke Wo Aik Bari Machle The Jis Ki Aik Side Pani Se Baher The
Jab Ham Me Lakrya (Stiks) Zamen Me Garhe To Us Machli Ko Mehsoos Na Huwa Lekin
Jab Ham Me Aag Roshan Ki To Us Ne Hararat Ki Wajah Se Harkat Karni Shuru
Kardi Jiski Wajah Se Ham Doob Gae.
Agar Ham Soche Ke Allah Taala Ne Hame Kitni Neemte Ata Ki He Aur Ham Allah Taala
Ka Kitna Shukr Ada Karte He Ham To Panch Namaze Bhe Nahe Parhte Aur Kabhe Ramzan
Me Parh Bhe Le To Logon Ko Dikhane Kelye
Zara Sochye?