Qalam Farosh,,,,,,,,,,Ao Ek Aur Laraee

(Hukhan, Karachi)

Choro Gurbat Ko,,,,Taleem Ko,,,,Beemaar Ko,,,,,,,Sehat Ko,,,,,,Muaaash Ko,,,,,,Maishiyat Ko,,,,,,,,Pani Ko,,,,,,,,Khuraak Ko,,,,,Sarak Ko,,,,,,,Insaan Ko,,,,,,,Insaaniyat Ko,,,,,,,,,,Ye Sab Kuch Tu Hum 72 Saaloun Say Kar Hee Nahi Patay ,,,,,,,,,,Ao Ek Laraee Aur Larr Kay Dekhtay Hein,,,,,,,Khoon Bahaa Kay Dekhtay Hein,,,Qun,,,,Kay Insaan,,,,,Reshtay,,,,,,,,Insaaniyat Serf Sarhad Kay Iss Paar Hee Bastay Hein,,,,Uss Paar Tu,,,,,,Haywaan Hein,,,,,,,,,,,Un Ka Koi Deen Nahi Mazhabh Nahi,,,Wo Janwar Say Bee Badhtar Hein,,,,,Un Ko Jeenay Ka Koi Haq Nahi,,,,,,,,,,Duniya,,,,Apnay Ekhtelaafaat Bhula Kar Insanu Kay Liye Jeena Seekh Rahee Hay,,Humary Jigar Goshay,,,,,,,,,Un Kay Liye,Kaam Kar Rhay Hein,,,,,,,,,Un Kay Karkhanu Ka Edhan Ban Rahay Hein Qun Kay Waha ,,,,,,,,,Mawzaa Acha Milta Hay Wo Wahan Khush Hay Wo Ajnabhi Hein Tu Kiya Hua,,,Wo,,Insaan Hein,,,,,,,,,,,,,,,,,,Un Kay Aqaa ,,,,,,,,,,,Insaanu Kay Liye Jeetay Hein,,,,,,,,,Hum Loghun Nay Jangh Hee Karnee Hay,,,,,,,Qun Kay,,,,,,,,,,,Ye Hee Naqaraa Un Ki ,,,,,,,Baqaa ,,,,,,Ka Zamin Hay,,,,,,,,Musalmanu Ka Kiya Hay,,,Ye Tu Hein Hee Haqeer Kisam Ka Jaahil ,,Sab Janghein Ajh Kal Un Ki Hee Sarzameenu Par Hee Laree Jatee Hein,,Qatil Bee Musalman,,,,,,,,,Maqtool Bee Musalmaan,,,,,,,,,,,,Leader Nahi,,,,,,,,,,,Azmat Nahi,,,,,,Soch Nahi,,,,,,,,,Gherat Nahi,,,,,,,,,,Kalma Ek ALLAH Ek Hay Tu Kiya Hua,,,,,,,,,Mafaadaat Tu Ek Nahi Hein Na,,,,,,Oper Wala Ek Hay Tu Kiya Hua ,,,,Laraanay Walay Maarnay Walay Bee Tk ,,Aik,,,,,,,,,,,,Hee Hain,,,,Ubh Duniya Ki Nazraein South Asia Par Hein,,,,,,,,,Afghanistan Kay Baad ,,,,Indo Pak Par Un Ki Nazrein Hein,,,,,,,,,72 Saal Azadi Kay Mazay Loot Liye In Dono Nay Ubh Pher Say In Ki Bunyaadein Hilaa Kar,,,,,,,,In Ko Ghulami Mein Dalna Hay,,,,,,,,,Atomic Jangh Kay Baad ,,Bachee Khuchee,,,,,Raakh,,,,,,,,Par Kon Naya Hukmaraan Banay Ga,,,,,,,,,Shaied,,,Usa,,,,,,Uk,,,,,,,Israel,,,,,,,,,Koi Tu Raakh Ka Malik Bany Ga Hee,,,,,,,,,,Pher,,,,,,,,,,,,Wo Bataye Ga,,,,,Kasay Jiya Jata Hay,,,,,,,,,Insaan Aur Ghulaam Mein Kia Farq Huta Hay,,,,,,,Bas ,,,,,Ek Jangh Aur Sahi

Hukhan
About the Author: Hukhan Read More Articles by Hukhan: 1124 Articles with 1195392 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.