Corona virus aik muhlik waba ya almi sazish

(Fahad Zafar, Multan)

Assalam O Alikum! Dear Friends Umeed Krta Hon Ap Sb Khairyat Se Hon Gy

Today Artical! Topic :"Corona Aik Mohliq Virus Ya Almi Sazish"

Jesa Ky Ap Sub Ko Pta Hai Ky Aj Kl Corona Virus Bhut Famous Hai. Jis Admi Sy Milo Usi Ki Zaban Pr Corona Hai. Hr Insan Is Sy Dara Betha Hai Ky Kahen Wo Is La-Ilaj Bemari Ka Shikar Na Ho Jay. Jahan Hr Insan Dara Betha Hai Wahan Kuch Asy Log Bhi Hain Jin Ky Nazdeeq Corona Nami Koi Virus Hai Hi Nhi. Wo Isy Mehz Jhoot Qarar Dety Hain.Jis Waja Sy Chnd Log Bhi Pershan Hain Ky Corona Virus Nami Bemari Hai Bhi Ya Nhi

Artical Ka Aghaz Krty Hain Jesa Ky Ap Sb Koi Maloom Hai Ky Corona Virus December Main China Main Samny Aya. China Ny Ibtada Main Isy Dunya Sy Chupany Ki Koshish Ki Magar Nakam Rha Q Ky Virus Bhut Dangerous Tha. Scientists Ky Butabiq Ye Virus Bat (Chamgadr) Sy Insanon Main Muntaqil Hova. Is Muntiqli Ki Waja Wo Bat (Chamgadr) Soap Qrar Dia Jata Hai. Magar Yahan Aik Sawal Uthta Hai .

Question No 1=Soap Tyar Krny Ky Liye Bat (Chamgadr) Ko Achi Trahan Boil Kiya Jata Hai Tu Phir Ye Virus Insanon Main Kesy Muntaqil Hova?

Magr Hum Is Ka Jawab Ye Man Kr Chalty Hain Ky Ye Virus Us Wqt Insan Main Muntaqil Hova Ky Jb Wo Usy Zinda Pakr Rhy Thy.

Us Ky Bad Dekha Jata Hai Ky Achank Ye Virus Zor Pakarta Hai Or Pori Dunya Main P Hel Jata Hai. Pori Dunya Ko Lock Down Kr Diya Jata Hai. Ab Sawal Uthta Hai

Question No 2= Pori Dunya Ko Lock Down Krny Main Bhala Koi Almi Sazish Kiya Ho Sakti Hai?

Experts Ky Mutabiq Pori Dunya Ko Lock Down Krna Hi Maqsad Hai. Jitny Sakht Halat Peda Kiye Jain Gy Utny Zayada Log Khof Zada Hon Gy. Tabhi Is Virus Ky Zarye Almi - Bradri Apna Kam Kr Saky Gi .Ab Aik Or Sawal

Question No 3=Pori Dunya Main Lock Down Kr Ky Virus Ka Khof Peda Krny Sy Asi Konsi Si Sazish Hai Jo Pori Ho Gi ?

Experts Is Ky 2 Jawab Dety Hain

Answer No 1=Kuch Logon Ka Khayal Hai Ky Is Ka Maqsad Ye Hai Ky Bhut Jld Aik Vaccine Mutrif Karwai Jay Gi Jis Main Aik Nano Chip Ho Gi Jo Blood Ky Zarye Brain Main Jay Gi Or 5G Waves Ky Zarye Active Krai Jay Gi Or Insan Ko Controll Kiya Ja Sake Ga

Answer No 2 =Experts Ka Khna Hai Ky Agr Ye Aik Almi Sazish Hoti To Itny Bary Pemany Pr Logon Ki Madad Kesy Hasil Ki Ja Sakti Hai?

Is Ka Jawab Yon Bhi Milta Hai Ky Virus Hai Hi Nhi Almi Biradri Ny Hr Country Ki Government Ko Is Sazish Ka Hisa Bnaya Hai.Is Bat Ka Saboot Yon Bhi Milta Hai Ky Proi Dunya Main Jahan Asa Koi Muliq Hum Khty Hain Nhi Hai Jo Corona Sy Mehfooz Ho. Magr Aik Asa Mulq Bhi Hai Jahan Abhi Tk Koi Case Samny Nhi Aya
Wo Hai Turqmenistan Jahan Abhi Tk Koi Case Report Nhi Hova Kha Ja Rha Hai Ky Wo Is Liye Ky Turkmenistan Ki Government Ny Is Sazish Ka Hisa Bnany Sy Inkar Kr Dia. Yad Rhy Ky Turkmenistan Main Lafz Corona Pr Pabandi Hai.

Aik Saboot Almi Sazish Ka Ye Bhi Milta Hai Ky Asy Bhut Sy Log Bhi Samny A Rhy Hain Jo Kh Rhy Hain Ky Humain Zabardasti Kha Ja Rha Hai Ky Hum Kahen Ky Corona Virus Hai

Haal Hi Main Aik American Doctor Ki Video Bhi Trending Py Hai Jo Ro Ro Kr Kh Rhi Hai Ky Corona Kuch Nhi Yahan Jan Bojh Kr Logon Ko Mara Ja Rha Hai

Ab Aik Or Sawal

Question No 5 =Phir America Main Itny Log Q Mr Rhy Hain?

Is Ka Jawab Ye Bhi Milta Hai Ky Is Ka Maqsd Euorpi Countries Sy Un Logon Ka Khatma Hai Jo Physically Week Hain Q Ky Any Waly Haalat Bhut Sakht Hony Waly Hain.

Aik Or Saboot Ye Bhi Milta Hai Ky Hum Sb Ky Pyar Aqa Hazrat Muhammad (S. A. W) Ny Farmaya "Khuda Ny Zameen Pr Asi Koi Bemari Nhi Utari Jis Ki Shifa Us (Bemari) Sy Phly Nazil Na Hoi Ho "Science Jo Ky Intni Zaya High Profile Technology Ki Maliq Hai Ab Tk Koi Dawai Q Nhi Nikal Saki.

Aik Saboot Is Ky Na Hony Ka Ye Bhi Milta Hai Ky Is Bemari Ka Zikar Bhut Sy American Writer Kr Chuky Hain Wo Bhi Sirf 6 Saal Phly. Hum Sb Ka Aqeeda Hai Ky Gheeb Ka Ilm Sirf Allah Ko Hai Phir Inhan Ko Kesy Pta?
In Sb Ko Is Liye Pta Tha Ky Is Sazish Pr Kam Kb Sy Jari Tha.

Is Sazish Ki Koshis Main Dengue Or HIV Bhi Shamil Rh Chuky Hain ...

Magar Abhi Tk Ky Haalat Ky Mutabiq Kuch Clear Kha Nhi Jaskta. Ye To Wqt Btaye Ga Ky Asal Bat Kiya Hai.

Tb Tk, Saty Home Stay Safe

Written By (Fahad Zafar)
 

Fahad Zafar
About the Author: Fahad Zafar Read More Articles by Fahad Zafar: 2 Articles with 4337 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.