Waada
(NoorulAan Noorani, karachi)
Waada May Kal Zaror Aoo Ge Asma
Nay Naila Ko Kaha Or Us Se Ijazat Li Phir Kal Aya Or Chala Gay Asma Bhol Gai Jab
Naila Se Mulakat Hoi To Yad Aya K Waada Kia Tha Khair Phir Kabhi Ajao Ge Tumary
Gher Or Bat Taal Gai Ya To Tha Ek Chota Sa Waada Par Kia Appko Malom Hai Hum
Asay Ek Din May Kitnay Waday Karty Hai Waada Na B Karna Hoto Khy Zaror Daty Hai
K Waada Par Bhol Jaty Hai K Waada Kar K Pura Karna Farz Hai Qk Jo Waada Karo
Pura Karo Warna Na Karo.
Qk Her Waaday Ka Hesab Hoga Hum Ya Bat Bhol Jaty Hai Akser App May Waada Karty
Hain Or Bhol Jaty Hain Jase Qoom Wase Haqumat Hum Choty Waaday Kar K Bholty Hain
Wo Bary Bary Waday Kar K Bhol Jaty Hain Hum Vot De K Bhol Gay Wo Haqumat May
Aker Bhol Gay To Wo Janay Unka Kam App Serf Itna Kary K Waday Ko Insha Allah May
Change Kar De Phir App P Waday Ka Azab B Nahi Hoga K Pura Q Nahi Kia Or Appka
Kam B Achay Tarekhy Se Hojay Ga To Jo Wada Karo To Pura Karo Warna Na Karo To
Waada Karay K App Kabhi Wada Nahi Kary Gay Insha Allah Bolay Gay Hamesha.