Kiya Hum Insan Hain

(Kamran, Islamabad)

A OR B main question answer.

A: Hum koon hain kiya hain
A: Kiya hum insan.
B: Haan hum insan hain.

A: Kiya insan aase hotay hain.
B: Kaise

A: Jo reshwat khay.
B: Nahi to asa insan to nahi hota.

A: Ya jo ghareboon per zulim kare.
B: Nahi bhai asay b nahi hotay.

A: Jo apne qatal kare.
B: Nahi yaar asay be nahi hotay.

A: Acha jo haram khaay.
B: Nahi baba asay b nahi hotay.

A: Apni power ko ghalat istamal kare.
B: Na asay be nahi hotay.

A: Acha jo law ko na mane.
B: Nahi yaar ya sab insan thori karta hai.

A: Per hum to ya sab kartay hain.
B: Haan ya to hai.
B: To phir hum koon haan.

A: Pata nahi yaar hum koon. 
B: Acha kiya hum kabi insan bane gay.

A: ALLAH ne to insan banaya tha.

Chalo dua karain ALLAH aik bar phir hum ko Insan bana day (Amin).

Kiya ajj hum itne he buray ho gay hain.. kabhi socha. agar socha hai to chalo kyun na hum sab mil kar eis system ko change kar dain. ALLAH hum sab ko himat day k hum apna system change kar sakain.(AMIN)

Pakistan Hamara hai esay hum ne sawarna hai.

ALLAH Hafiz.
Kamran
About the Author: Kamran Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.